Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew

Comments on song from the movie Afsana Dilwalon Ka next page
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Song Heading Singer Music By Lyricist Movie / Album Actor Category
Qawwalis
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.75
Total Vote(s) : 4
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Comments for song "Ae Ishq Marhaba"
Ayaz Ahmed on Monday, April 16, 2012
maza agya yara uditji aur kavita ji wo bi classical Qawali amzing Rafi SB
yaad agye "Parda hai parada" wale amzing uditji is realy replacement of
Rafi SB

Ayaz Ahmed on Monday, April 16, 2012
superb classcial song sung by greatest uditji like Rafi SB in "Parda hai
parda" per parda main classical touch nahi tha uditji k song main classical
bi hai

Ayaz Ahmed on Tuesday, April 24, 2012
hahahahahahhahaha tumhy kia problm hai uditji se Rafi sB great thy nahi
hian he is king froever but un k bad Lataji ne kahan rafi k bad uditji,
Mannaday ne kahan rafi k bad udit, Asha ne kahan rafi k bad uditji, Kavita,
alka, Sherya sub ne uditji ko like kia Rafi Kishor and udit thy r king
forevr

Rana Gulraiz Hassan on Tuesday, April 24, 2012
i have no problem with udit ji. he was great ,he is great & will remain
great. i was only saying dont compare him with rafi saab. coz rafi saab was
more then an ordinary singer. i like udit as well. m not agianst him !
kumar sanu and udit r my fav after rafi & kishore.

Ayaz Ahmed on Wednesday, April 25, 2012
rafi kishor aur Udit thy r oringal and verstile singer sath tum log Sanu ko
kyon late ho yar Sanu is class like Shabbir aziz, mahinder and sonu nigam
thy r copy and limited style singer

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, April 25, 2012
kumar sanu have a beautiful voice. he copies or not i dont care. thats it !

Ayaz Ahmed on Thursday, April 26, 2012
well its only for ur own view filmfare magzine ne top ten indian singer in
indain film history ki list di hai us main Rafi SB k bad Uditji ka name aur
top ten list main public ne sanu ko nahi rakha its worldwide view

Rana Gulraiz Hassan on Thursday, April 26, 2012
yes u can say. 1994 ki film fare magzine mein kumar sanu was at top. and i
know about the magzine ratings these all are fake ratings. they give sonu
nigam no 2 does he and at no 3 place they give to rafi saab. hahaha so i
font care this ratings. coz ye badalti rehti hain.but 4 me kumar sanu is a
legend.may b woh ap k lye kuch na ho to yeh apka view ha.

Ayaz Ahmed on Friday, April 27, 2012
95 k bad kabhi bi sanu is list main nahi aya its fact hai Rafi SB kishorda
aur uditji orignal singers hain yar ek orignal signer se kyon copy ko
compire krte ho

Rana Gulraiz Hassan on Saturday, April 28, 2012
pehle to woh mera msg samney lao jahan maine kumar sanu ko rafi saab ya
kishore da k equal likha ho. main singing ki samjh bijh achi tarhan rakhta
hun.guitaar bajana , singing kerna mera shoq ha.bollywood k buhat saray
singers mere f.b accounts mein aadd hain. in short rafi saab aur kishore da
jaisa na koi aya ha aur na aye ga. kumar sanoo and usit un k baad achay
hain.

Ayaz Ahmed on Saturday, April 28, 2012
Rafi kishor and udit k compire main sanu ko la rahy ho ye kia kam bat hai

Rana Gulraiz Hassan on Saturday, April 28, 2012
tumhara dimagi tawzun thek ha k nahe? bhai maine kub kia ha sanu ji ko
comapre. pehle b likha ha ab phr likh raha hun apny dimaag ki bund
khirkiyaan khol k dekho rafi aur kishore jaisaa na koi tha na ha or na aye
ga. un k baad mujhe kumar sanoo and udit ji achay lagtay hain.

Ayaz Ahmed on Monday, April 30, 2012
ary wahi to keh raha hon Rafi SB, Kishor Da, aur Uditji orignal singers
hain superb hain in ki list main Sanu kahan se agya

Rana Gulraiz Hassan on Monday, April 30, 2012
bhai mujhe kumar sanoo b pasand ha chahay woh original ha ya nahe .is ka
mujh se koi lena dena nahe. mujhe us k songs aur awaz pasand ha.bus. mujhe
udit ji b original nahe lagtay kahen kahen inspiration ati ha rafi saab
ki.after all woh gaa b chukay hain rafi saab k sath. tohh jhalak ati ha

Ayaz Ahmed on Wednesday, May 02, 2012
hahhahaha high nod se low nod pe jana low se high nod pe turn karna aur
high nod pe ja k punch marna us k bad feeling aur emotions se bharpur song
gana ye sub uditji ki originality hia kabi kahin instrumnet aur thore agar
rafi sb ya etc se mil jay to wo uditji ka problm nai balk equimpent problm
hai

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, May 02, 2012
sub apni jagha thek gatay hain. jaisay k udit ji high node se low node pe
apni awaz bhari (heavy) nahe ker patay lakin rafi saab ka oh dunya k
rakhwalay suno sub maloom ho jaye ga k rafi saab kahan hain aur udit ji
kahan hain. plx kisi b singer ko rafi saab k sath compare na kia kero. han
un k baad acha beshak likh dia kero. kiun k tum ne 1 ya 2 songs sunnay hain
rafi saab k tabhi se udit ji ko bech mein lay aye agli baar rafi saab ka
name lene se pehle un ka "jub jub bahar aye "" sun lena.

Ayaz Ahmed on Wednesday, May 02, 2012
yar Rafi SB k boht song sune hain main 1000+ hongy aur uditji ka koi song
chora nahi hai mane Kishorda ko bi main 1000+ suna hai Mukesh aur KL ko bi
lakian maine hamesha Orignal aur verstile singer ko like kia islye i love
Rafi SB Kishorda uditji they r king forever aur ink compirsion main kois
4th signer nahi hai its not only my view its alos agree Maanadayji, lataji,
ashaji, sonu, alka and kavita sub ne kahan 3 king hain forever

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, May 02, 2012
now send me any video where any legend saying thay kumar sanu is nasal.

Ayaz Ahmed on Friday, May 04, 2012
rafi sb aur kishorda ko jitna maine suna hai tumne nahi suna hoga sub rafi
Sb k fans uditji pe shift hogy aur jina isi ka name hai dekha hai maine
sameer, sonu, alka, anand ji, jaitan , kisi ne tareef nhi ki sub ne experce
batya srif tareef asha ne kia thi aur Ashaiji ye keh chukhy hain k uditji
ne a k full stop laga diya telent ka un k bad koi acha singer nahi aya

Rana Gulraiz Hassan on Friday, May 04, 2012
nahe suna rafi saab ko tum ne . zara batana k rafi saab harmonium k kis
amrhoi and arohi pe seekhay hoye hain? buhat suna ha na tune. ab tujh se
swaaal pouchta hun.ab achalwnen marny k bajayeh jawab dena.udit saab ka
darabri kanada mein koi song la k dekha? udit ji ko rafi saab k equal
samjhta ha na tu? us ka raga yaman pe song lay k a? main tujhe maan jaon ga
main kumar sanu ko sunn,a chor duna ga agr tu koi raag dardraa pe offbeat
mein gaya hoa udit ji ka song laye aye ga?

Ayaz Ahmed on Friday, May 04, 2012
Raag ki sub se zada knowlage Ismail Darbar aur AR rehman ko hai films
muscain main aur dono ne uditji ko zada lia sanu k muqble main hahahahhahah
beta raag ki bat wo karte hain jo raag sune houy hon tum logo k sanu da to
sekha gana nahi ga sakhte to raag hahahahahhahaha ye song usna jis pe
comments kar rahy ho ghooooooooooro se suno apne ustad ko bi suna phir
batye gy kis ne gya hai

Rana Gulraiz Hassan on Saturday, May 05, 2012
ismael darbar's fav song is ""tere der per sanam chalay aye". yes he have
good knowledge of musix of raga's. but bro A Rehman's do creative work. he
dont mostly dont use raga's in his songs. ""chigi wigi"" was not on any
raga.yehi na tu ne suna ho toh tujhe sub ki uqat ka pata ho. naushad saab
ka name suna ha.agr ha toh ab un k songs b sun phr raga ka pata chly
ga.nadeem sharvan best raga songs banatay hain. anu malik ka wiki best
tabla work in songs. nasuhad saab work with sanu.not udit y?

Rana Gulraiz Hassan on Monday, May 07, 2012
chalo ker lo baat.ak show mein ismael darbar ji ne kaha tha k his fav song
is tere der per sanam.video majood ha yahan. a rehman saab creative work
kertay hain basic raags unhon ne buhat kum use kiye hain.raags sirf
melodious songs banatay hain.un k melody songs ginay chunay hain.aey ajnabi
is composed on raga bhimplasi and tu mile dil khile by sanu is on same
raga. tum sirf songs suntay ho or mujhe her song k baray mein info ha.abi
tumhen buhat wqt chayeh songs smjhny mein.

Ayaz Ahmed on Tuesday, May 08, 2012
hhahahahhahahah block karne ki demki dete ho yar :P tum ek bat batao Raag
sub se zada Mannaday ne gaya lakin maanday k khud fav singer uditji hain,
kia mannaday ko uditji kyon fav hain ????

Ayaz Ahmed on Tuesday, May 08, 2012
uditji RDB & Kalyanji A ne jb lia jab uditji ko koi nahi janta tha. 83 main
ek song kishor ne dosra virsion uditji gaya. khayyam sab ne uditji lia, LP
ne Rafi Kishor k bad uditji k sath films main gane diye. Lataji k maximum
hit Rafi SB kishorda k bad uditji k sath hain.

Rana Gulraiz Hassan on Tuesday, May 08, 2012
time nahe ha fazool ka mere pass.apne jo samjhna ha samjhi jao.tumhen
andorni jalan ha sanu da k sath.warna her m'd sanu da ko acha he kehta ha
bura kisi ne nahe kaha.khud udit ji b tareef kerty hain un ki.

antu neelesh - Udit Narayan on Tuesday, May 08, 2012
offo sabki apni pasand hoti hain, rafi saab se compare kaun kiya, rafi saab
greatest hain unke baad koi melody singer aaya hain to wo udit ji hi
hain...maano na maano.khair ye udit ji ka song hain, yaha unki hi
badai hogi.jo sanu da ka vdo hoga waha sanu da ki badai hogi.thak
gaya hu ye dekhte dekhte udit sanu ke debates..lolzz khair udit ji tussi
great ho :)

Ayaz Ahmed on Wednesday, May 09, 2012
yar main bi ye hi kehta hon Uditji aur sanu ka compirsion hona hi nahi
chahye

Ayaz Ahmed on Wednesday, May 09, 2012
time mere pass bi nai hia agar karna hai uditji sanu ka compition to Rafi
SB vs himesh bi kar do aesa hi farq hai sanu aur uditji main hahahhahah
udit to sub ki tareef karte hain. buri to log kisi ki nahi karte per pechy
aur samne sub uditji ko fav singer kehte hain. mou pe tareef ahmiat nahi
rakhte tareef ka maza pechy ata hai jesi lataji ne apni book main likha,
baqi sub ne apne intver main kahan

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, May 09, 2012
oey yaar,tum ne sirf woh videos dekhi hain jis mein udit ji ki tareef
ha.per woh videos nahe dekhi jahan sanu da ki tareef ha.ab tumhen us video
ka pata ha jis mein gulzar saab and javid akhtar saab keh rehe hain k "kuch
na kaho" song sanu da se acha koi nahe gaa sakta.lakin main kisi ka hwala
nahe dia kerta coz mujhe khud pata ha k udit ji k stah sath kumar sanu b
buhat achay singer hain.aysay he top music directors k sath kaam nahe kia.

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, May 09, 2012
or dekho vodeo"kumar sanu birthday bash" kitni khusi se kumar sanu ji and
udit ji mil rehe hain. or tum fazool mein jhagrtay ho. agli baar comment
kerne se pehle apni pic upload kerna.tumhari shakel ka dedaar toh ho!

Ayaz Ahmed on Wednesday, May 09, 2012
jab koi bat bighra jaye udijti ne kaamal gya tha sub haran hogy thy aur
anand ji ne sir bi hath bi rakha its mean uditji ne orignal truck se acha
gya tha aur han ek vedio saregama ki bi dekh lo jab sanu uditji k bare main
kehta hai "udit ki voice main acting hai udit acting kar k gata hai song
thanks a lot yar uditji tu ne humara judgment asan kar diya gana ga k" gana
tha chalo chale miltwa youtube pe hai ye vedio

Rana Gulraiz Hassan on Wednesday, May 09, 2012
aby yehi toh samjha raha hun.k dono ak dosrey ki tareef kerty hain jaisay
woh video dekho"kumar sanu sings for udit" where udit ji said asli hero toh
ye(kumar sanu) hain.woh annad ji nahe gulzaar saab thay.unhon ne kumar sanu
ji k sir per b hath rakha tha. end result yehi ha k dono hee apni jgha
buhat achay hain.baray baray legends dono ki tareef kerty hain.lata ji ne
udit ji k sath sath sonu ki b tareef ki thi jo ap ko copycat lagta ha.good
bye

Bilal Shah on Wednesday, May 09, 2012
Rafi saab king of = 60's , Kishore da king of =70's , Kumar sanu king of
=90's . rest are good.

antu neelesh - Udit Narayan on Wednesday, May 09, 2012
hahahahaha bas yaha kar prove karte raho, mujhe kya tere bolne se kya hoga
kii rest are good hahahahaha khair tumne sahi kaha, ek kami thi wo main
poora kar deta hu -- udit emperor of 2000s :) and was equally good post
1996, khair yaha udit ke vdo par plzz sanu ya mujhse debate karne ki
zaroorat nahi hain, i love both, yakeen na aaye to mere channel ko dekh lo,
i don;t fight neither i do debate, i just enjoy greats like udit ji and
sanu da :)

Ayaz Ahmed on Thursday, May 10, 2012
aby yar ye to log chand chupa badl k leye bi kehte hain k uditji se acha
koi nahi ga sakhta

Ayaz Ahmed on Thursday, May 10, 2012
kis top MD k sath kaam kar lia AR rehman ne dobra nahi lia sanu ko Ismail
Darbar ne dobra nahi lia LP ne dubra nahi lia Yesh Chorpra ne dobra nai lia
apne film main

Ayaz Ahmed on Thursday, May 10, 2012
hahahhahah joke of the centery rafi sb sung 40y kishor da sung 35 y aur
uditji sung 25 y contine no. one singer indian main srif 3 king hain aur 3
oringal singers hain Rafi SB kishorda Uditji

Ayaz Ahmed on Thursday, May 10, 2012
uditji k pass sanu gaya tha aajkal kaam nahi hai jesy nadeem shrvn k pass
gaya tha aur kaha tha"rehne ko ghar nahi sone ko bister nahi apna khuda hai
rakhwala" phir nadeem ne taras kha k kaam diya tha sanu ko istrha uditji k
pass bi gaya tha k plz kuch kaam dedo to uditji kaam bi diya aur sath
jhoooooooooooooooooooot bi bola tak log sun le

Ayaz Ahmed on Thursday, May 10, 2012
lataji ne ye kahan tha rafi kishor k bad uditji ko shoq se sunti hon aur
new singer main to sub aesi hi hain wasy sonu aur sundhi behter hain isko
tareef nahi kete

Rana Gulraiz Hassan on Thursday, May 10, 2012
tum bewakoof ho dost.baton se bilkul bachay ho! chalo udit ji ki tareef ker
lo is mein koi harj nahe but ye kya likha ha k "sanu da'' kaam k lye gaye
udit ji k pass??? non sense yaar. abhi b song aya ha kumar sanu ka rowdy
rathore mein. 2012 ki film ha. inthae bewakoof ho.tum sirf udit ji k fan ho
aur main melody ka.mohit chuhan ko a rehman leta ha toh woh bekaar ha.but
udit ji ko leta ha to woh achay ye toh ap ki souch ha.agay kya kahon !

Bilal Shah on Thursday, May 10, 2012
umm a professional singer. i learned alot from udit naryan.i like him but
to lesser extent ! kings were three as i mentioned before.come at my wall i
sung udit naryan.read above messgges a person was relating kumar sanu with
atif thats y i comented

antu neelesh - Udit Narayan on Thursday, May 10, 2012
good to know that you are a trained singer and you learnt a lot from udit
narayan but to a lesser extent, i agree that sanu is technically more sound
than udit ji but for me the sweet voice of udit ji is enough.anyways all
the best for your singing career :)

Bilal Shah on Thursday, May 10, 2012
thnks bro. yeah udit's voice is sweet ...p i agree

Rana Gulraiz Hassan on Friday, May 11, 2012
Kumar sanu 2 hotels in Dubai. One name Anaa & 2nd Sanna( name of
her-daughters) Hotels.moreover he is doing live shows on daily basis.so he
does not need any body who can support him financially ! so ap apni
information thek kero.moreover kumar sanu have sanna studios where beganli
fimli songs r recoded.also sometimes udit come there to record. 2ndly is
behus ko chor k ye soucha kero k sanu and udit ka era wapis a jaye.kya
songs thay !

Ayaz Ahmed on Saturday, May 12, 2012
hotel main sanu pehly bi gata tha ab phir wapas hotel chala gaya its realy
very good news well Uditji 58+ hogy hain ab age factor hai haqiqat ye hai k
average age singer ki 50 hai Rafi SB, Kishorda, ne bi isi age tak kam kia
aur Sport man ki tarha singers bi kam age main retire ho jate hain ab inka
era wapas ana mushkil hai dear live shows main age factor nazar ata hai
islye inho ne jo kam kar diya wo next 50y tak k liye kafi hai Rafi SB apne
kaam se aj bi no. one singer hain wasy hi uditji bi

Ayaz Ahmed on Saturday, May 12, 2012
jalan telnet hoti hia falto logo se nahi aur alka sanu pak aye thy wahan bi
dono ne uditji ko yaad kia tha jab k uditji wahan nahi thy ye telent hai k
uditji ho ya na hon log yaad karte hain lakin yar ye ek haqiqat hai ab dono
ka back hona mushkil hai sanu ka song agar hit ho raha hai to kia howa
uditji k ho chukhy hian is saal 2 songs, Gun gun guna gana re & Khuda ki
qasam kha k kehte hain hum boht payer aya hai tum pe sanam

Rana Gulraiz Hassan on Saturday, May 12, 2012
udit ji ko wahan kisi ne yaad nahe kia tha .zarorat b nahe thi. bye take
care

Ayaz Ahmed on Saturday, May 12, 2012
show phir dekho bar bar dia hai colors ne bye take care

Rana Gulraiz Hassan on Monday, May 14, 2012
extraaextra toreent.com per ye show mere hath se upload hoa ha gulraiz
hassan ki id se.buhat baar dekha ha.kuch b nahe ha is mein udit ji k
lye.kuch b ! ap ki sub baton ki tarhan ye baat b fazool ha.

56 comments related to song Ae Ishq Marhaba shown on 2 pages.

Page:     1   2  


Singer: Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Udit Narayan, Manhar Udhas
Music Director: Shyam Surender
External Links: Afsana Dilwalon Ka at IMDB    

FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy