ezeeusb on Saturday, November 01, 2008 yaar tauseef it can't get any better then this two Ustada's and then
Kalam-e Iqbal make it perfect combination (young ustad Tari Khan on tabla)
thanks for this beautiful treat
tauseefqau on Saturday, November 01, 2008 waisay Ustad Mehdi Hassan bhi BooRhay nahi yahan :P and Welcome sir jii..
bas MuhabbatoN mein yad rakha karain :)
tauseefqau on Saturday, November 01, 2008 ahaan thanks for reminding about Ustad Tari Khan.i forgot to mention :)
tauseefqau on Saturday, November 01, 2008 bas kiya kartay..aap itnay achhay upload kar rahay hain..ab hamain bhi to
kuch karkardagi dikhani ho gi na :) rest of everything...the way in which
Mehdi Hassan has sung it is more than Perfect..i dont think anyone can sing
better. Justice with Poetry of Iqbal :)
ezeeusb on Saturday, November 01, 2008 ji bilkaul baja fermaya aap nee. rehaa Muhabbaton ka swaal tu janb ous ki
master and exclusive dealer ship choudry sahib key pass hai aour woh
mashala bhout he istmaal ker rehay hai ous ka aaj kal. (aap ko pata chala
ho ga unka gala kharb hai) and lastly Khan Sahib ki tareef kerna assan kaam
nahi ess liay mein ney try hi nahi ki :)
tauseefqau on Saturday, November 01, 2008 ji ji Mohtram chudhry sahib ne zikar to kiya tha galay ki kharabi ka.lakin
mein samjha ab tak theek ho gaye hoN gey..lakin lagta hai jo mein ne last
time bohat ziyada respect se Mukhatab kiya tha uska ulta asar hova hai :P..
aainda unki sehat ka khiyal rakha jaye ga:D Aor aap ne theek kaha...Ustad
Mehdi hassan ki tareef karty hove bhi Dar lagta hai.kahien koi ghalti na
ho jaye.. ab sooraj ko chiragh kon dikhaye 8)
bhupidhillon on Saturday, November 01, 2008 Words cannot describe the way Mehdi Hassan has sung this ghazal - no wonder
he is the "Shehanshah"!!
saghar sarkar on Thursday, November 20, 2008 shehanshah-e-ghazal khan sab mehdi hasan khan ki kya baat hai
Syed Abdali on Monday, February 16, 2009 I am going to have to look this one up
contributor79 on Thursday, March 19, 2009 Thank you very much for your efforts.
shahzi1982 on Tuesday, September 08, 2009 shehanshah-e-ghazal khan sab mehdi hasan *ki best ghazal kon kon si hai plz bata do
maonpoka on Friday, March 19, 2010 Lafz Paresahan ka Pari se koi taauq nahe pari k maani farsi mein khobsoorat k hein tu gar prishan kahein gey tu Khoobsurat shan matlab ho ga jo k beymaani hey, darasal Parishan bilkul gariban k tarah hey kuch log gariban kehyey hein aur bohat se lo greban kehtey hein. mmkin hey preshan sahi talffuz ho lekin ziada istemal preshan ka hoa ho. tu jo lafz mashoor ho jata ghalaulaam kehlata hey jesey Simt aur samt wghera
wajahatalvi2003 on Thursday, May 13, 2010 Janab ab kya wuqat iss insaan ki, jub itni ba zaooq lugaat ba tehreer ho.
bus her chaund ke la bala mumkin hai khan sahab ke khayal ki tareef. bus
dono jahan teri mohabbat mey har ke woh ja raha hai koi shab-e-gham guzar ke
Balwant Gurunay on Sunday, May 30, 2010 Dr Iqbal's qalaam and Ustad mehadi Hassn's voice.has to be PURE
MAGIC ... Balwant Gurunay
ahadbutt on Thursday, June 17, 2010 kaya bat hay wah wah bohot khub wah bohot khub ROOH OR MAAN DONO TAZA HO GAYE WAH
gmdchanar on Tuesday, July 20, 2010 i appricate ur effort but who said to you that he is "Ustad"?he is not
Ustad...He is only a Gazal gayak.Ustad in singing is a different
topic.
Safdar Imam on Monday, October 18, 2010 Such a masterpiece. Jazakum Allah for uploading this Tauseef sb.
nawabshaukat on Friday, June 15, 2012 MOSIQEE ka BAAP
ehsgorgeous on Monday, September 10, 2012 Wah.,angusht ba dandan hain,is ke ilawa aur kya kahen,wahhh.
Naseer Sheikh on Tuesday, March 05, 2013 kiya baat hai
Abdul Baig on Wednesday, August 12, 2015 Only Khan sahib Mehdi Hassan Khan could only sang the way way he sung
kalam-e-Iqbal from very low to high notes. Amazing. Thank you for sharing.
|