Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aao Baccho Katha Suno Tum Bahart Ke Insaan Ki - आओं बच्चों कथा सुनो तुम भारत के इंसान की
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
harishchandar ne kutub bitaya ram gaye vanvas me
visnuchandar ki lila dekhi vrindavan ki raat me
pati prem ka balkha shisha raz istri ke pas me
bhakto ke bhagwan base hai bhakti aur vishwas me
ve guni hai chand tpsaya sata aur balidan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
meera sur kabira tulsi nanak ki kya bat thi
bhakti ka suraj uagta tha aur shrda ki rat thi
bapu ki aankho se barsi ulfat ki barsat thi
sabhi ram ke pyare the neelam ki chandani rat ke
amar kahani tumhe sunaye apne hindustan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
aao bacho katha suno tum bharat ke insan ki
jisne pathar me dekhi hai surat us bhagwan ki
Comments for lyrics of song "Aao Baccho Katha Suno Tum Bahart Ke Insaan Ki"
TheDeepakp on Monday, June 02, 2014 Film cast: Trilok Kapoor, Mala Sinha, Gopi, Ratan Kumar, Badri Prasad,
Sulochana
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Lyricist: B C Madhur
Music Director: Avinash Vyas
Film Director: Gunjal
SeaBreezeCenter on Friday, August 20, 2010 Wah wah wah ! No doubt Rafi Sahib was a great artist. Thanks for posting
this song.
mukesh nokha on Friday, January 06, 2012 kya baat hai rafi sahib ki jinhane sabhi tarah ke geet gaye hai..
Jayasayee V on Tuesday, July 02, 2013 Beatiful song by rafi sah