|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Aawaraa - आवारा phir se wahin dil le aaya mujhe
hai bas jahaan teri meri wafaa
kehta hai ye ishq ki raah se
phir ek dafaa hum guzar lein zara
paas laaya tere, yun sataaya mujhe
phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
ho aawara aawara, awaara awaara
aawara aawara, dil awaara hua (x2)
kabhi pehli barish min ye khwahishein jagayein
kabhi isme chal rahi dhadkan ko badhayein
fitrat se ye besabar bas tujhko bulaaye
doori ka jo aalam ho to khoob rulaaye
phir kitni bhi koshish kar lu dil sambhal na paye
paas laaya tere, yun sataya mujhe
phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
ho awara awara, awara awara
aawara awaara, dil awaara huaa (x2)
chal phir unn galiyon me kahin hum kho jaayein
jahaan chalti thi mohabbat ki taaza hawaayein
wahaan phir se ajnabi kyun na ho jaayein
phir se ek dooje ko aa chal milwaayein
tujhe milke aawaargi ka mausam phir aaye
paas laaya tere, yun sataya mujhe
phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
ho awara awara, awara awara
aawara awaara, dil awaara huaa (x2)

|
Comments for lyrics of song "Aawaraa" |
|
Kevin-the star on Wednesday, January 07, 2015 Lyrics :
Phir se wahin dil le aaya mujhe
Hai bas jahaan teri meri wafaa
Kehta hai ye ishq ki raah se
Phir ek dafaa hum guzar lein zara
Paas laaya tere, yun sataaya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
Ho aawara aawara, awaara awaara
Aawara aawara, dil awaara hua (x2)
Kabhi pehli barish min ye khwahishein jagayein
Kabhi isme chal rahi dhadkan ko badhayein
Fitrat se ye besabar bas tujhko bulaaye
Doori ka jo aalam ho to khoob rulaaye
Phir kitni bhi koshish kar lu dil sambhal na paye
Paas laaya tere, yun sataya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
Ho awara awara, awara awara
Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)
Chal phir unn galiyon me hum phir kho jaayein
Jahaan chalti thi mohabbat ki taaza hawaayein
Wahaan phir se ajnabi kyun na ho jaayein
Phir se ek dooje ko aa chal milwaayein
Tujhe milke aawaargi ka mausam phir aaye
Paas laaya tere, yun sataya mujhe
Phir tere liye majboor kiya, majboor kiya..
Ho awara awara, awara awara
Aawara awaara, dil awaara huaa (x2)
Oishi K on Monday, December 22, 2014 Such an amazing Song.. so romantic, Cute... So So Good.. Karan looks so
adorable & Handsome.watching on repeat mode.. Awara.. awara..dil awara
Hua...
Karan at His BEST
Piyush Bhardwaj on Tuesday, December 23, 2014 All viewers just imagine this song is sung by KK <3 wah... koi bhi sakshat
jannat me pahunch jata . This Song should be in KK's voice... chalo yebi
acha h..
annanya ksgian on Tuesday, December 23, 2014 hua awara awara dil awara hua..really beautiful,romantic awesome
locations,soothing lyrics and awesome karan bipasha ...its amazing..my
romantic karan
Zineb Rammal on Thursday, April 23, 2015 Wow this song in one of my fvt songs ever & Amazing: beautiful song,
beautiful movie, beautiful couple & I love you both.
|
View all 123 comments related to song Aawaraa - आवारा |
 Alone |
Film cast: | Bipasha Basu, Karan Singh Grover, Zakir Hussain, Neena Gupta, Nilima Priya, Sulbha Arya, Sanjay Sharma | Singer: | Ankit Tiwari, Prakriti Kakar, Altamash Faridi, Saim Bhatt, Bhavin Dhanak, Aditi Singh Sharma | Lyricist: | Abhay Upadhyay, Mithoon, Kumaar, Sandeep Nath | Music Director: | Ankit Tiwari, Mithoon, Jeet Ganguly, Raghav Sachar, Dr. Zeus | Film Director: | Bhushan Patel | Film Producer: | Kumar Mangat Pathak, Abhishek Pathak, Pradeep Agarwal, Prashant Sharma | External Links: | Alone at IMDB Alone at Wikipedia | Watch Full Movie: | Alone at YouTube Alone at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|