Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae - अपनी कहो कुछ मेरी सुनो, क्या दिल का लगाना भूल गये
apani kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye kya bhul gaye
rone ki adat aisi padi
hansne ka tarana bhul gaye han bhul gae
kali rate bit gayi phir chandani rate ayi hai
phir chandani rate ayi hai dil me nahi ujiyala mere
gam ki ghatae chhai hai gam ki ghatae chhai hai
prit ke vade yad karo kya prit nibhana bhul gaye
apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye
bhula hua hai rah musafir bichhda hua hai mazil se
bichhda hua hai manzil se khoye hue raste ka pata
tum puchh lo kud apane dil se
tum puchh lo kud apane dil se
chalte chalte aise thake manzil ka thikana bhul gaye
ha bhul gaye apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gaye
nazdik aao nazdeek aao
yah mausam nahi phir ane ka
yah mausam nahi phir ane ka
nazdik shama ke jane se kya hal hua parvane ka
kya hal hua parvane ka mitne ka fasana yad raha
jalne ka fasana bhul gae kya bhul gaye
apni kaho kuchh meri suno
kya dil ka lagana bhul gae kya bhul gaye
Comments for lyrics of song "Apani Kaho Kuchh Meri Suno, Kyaa Dil Kaa Lagaanaa Bhul Gae"
Anilkumar P K on Wednesday, September 23, 2015 mitane kaa fasaanaa yaad rahaa
jalane kaa fasaanaa bhuul gaye, kyaa bhuul gaye
apani kaho kuchh meri suno
kyaa dil kaa lagaanaa bhuul gaye, kyaa bhuul gaye ..
मिटने का फ़साना याद रहा
जलने का फ़साना भूल गए, क्या भूल गए
अपनी कहो कुछ मेरी सुनो
क्या दिल का लगाना भूल गए, क्या भूल गए ..
Jagjit Singh Ishar on Saturday, February 05, 2011 mastkalandr thanx 4 the valauble nugget frm the golden era & frm ur golden
treasure on ur xlnt channel. xlnt composition hats off 2 c ramchandra. lata
g & talat sahib as usual with their soothing sweet voices. gr8 nostalgia of
50s. can u upload a mahinder kapoor & lata g duet frm amar jyoti music by
vasant desai "kalpana ke ghan barsate geet geele ho rahe". i hv bn
searching since long . thanx.
Priya MyMusicalHeaven on Sunday, November 22, 2015 Sweet, very sweet. As soon as the music starts and Lataji utters, "Apni
kaho, kuchh meri suno", one knows one is in for an aural treat. C.
Ramchandra's melody, the two sweet voices and Noor Lakhnavi's words, all
came together beautifully. Thanks for the reminder of this lovely duet,
MKji.
Hussain Al Sajwani on Saturday, August 07, 2010 Talat Mahmood adds special flavour to the song. C.Ramchandra's music is
marvelous, while the director/actor V. Shantaram cannot be compared with
Dilip Kumar in Deedar.
jasbongy on Wednesday, October 07, 2009 Very beautiful duet by Lata ji and Talat ji. 10*********** Yuan ji our one
couple friends sing this song beautifully.With respect. Sarla.