Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Are Logo Tumhe Kya Hai - अरे लोगो तुम्हे क्या है
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai tumhe kya hai tumhe kya hai
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
idhar bijli chamkti hai udhar megha barsta hai
akele dil tadpata hai akele dil tadpata hai
ya mai janu ya vo jane kadar bulbul ke gane ki
bahla saiyad kya jane jo aashik hai samjhta hai
aashik hai samjhta hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
hamare marne jine ka tumhe kyu fikr hai itna
hame kis or jana hai hame kis or jana hai
ya mai janu ya vo jane hamare haal pe chodo
are chhodo ye hamdardi tumhare dil me kya kya hai
tumhare dil me kya kya hai ya mai janu ya vo jane
are logo tumhe kya hai ya mai janu ya vo jane
ye kissa mera unka hai ya mai janu ya vo jane
Comments for lyrics of song "Are Logo Tumhe Kya Hai"
mohammad nabeel mohammad afsar on Saturday, December 05, 2015 laxmikant pyarelal melody always best
moinuddin khan on Thursday, February 21, 2013 very sweet song Thanks