|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website. You can visit these YouTube links for videos of the song:
https://www.youtube.com/watch?v=Q-6ZPoq9Mjk |
|
Lyrics of Bada Rangin Fasana Hai - बड़ा रंगीन फ़साना हैंbada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahten hain
jawani ka tarana
jawani ka tarana hain
mohabbat jisko kahten hain
hansi gham ki udana hain
mohabbat jisako kahten hain
tadap kar muskurana
tadap kar muskurana hain
mohabbat jisako kahten hain
mohabbat maikada hai jaam hain
saagar hain mina hain
mohabbat bekhudi hain tadap hain
masti hain jeena hain
ye masti hain jeena hain
nashe me dagmagana
nashe me dagmagana hain
mohabbat jisako kahten hain
hansi gham ki udana hain
mohabbat jisako kahten hain
mohabbat julm hain joro jafa hain
ranj hai gham hain
kafat hain dard hain fariyad hain
khushiyo ka mausam
ye khushiyo ka mausam hain
tadpana talmalana
tadpana talmalana
mohabbat jisko kahten hain
bada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahte hain
mohabbat me jo koso hil hain
kashti ka kinara hain
bada dilkash dilasa hain
bada rangi sahara hain
jo aksar tut jata hain
mohabbat wo sahara hain
nahi is lahar ko sahil
ye kashti bekinara hain
ye kashti bekinara hain
bhanwar me dub jana
bhanwar me dub jana hain
mohabbat jisko kahaten hain
nayi manjil ko pana hain
mohabbat jisko kahten hain
bada rangi fasana hain
mohabbat jisko kahte hain
jawani ka tarana
jawani ka tarana hain
mohabbat jisko kahten hain
mohabbat jisko kahten hain
mohabbat jisko kahten hain
|
Comments for lyrics of song "Bada Rangin Fasana Hai" |
|
Madhu Meeta on Thursday, April 16, 2015 yeh bhi pehli hee baar suna aaj. Film ka naam bhee naheen suna tha kabhi.
Par gaayikon ko bhala kaun naheen jaanta, dono ek hee tarah se gaati theen
kaafi hud tak. Kaheen padha tha ki Asha di Geeta di se itni impressed theen
ki unhonen Geeta di ke hee andaaz mein gaana shuru kar diya tha. Geeta di
pehle se hee apni jagah banaye huee theen, dhoom macha rakhi thee. Par Asha
di bhee kuchh kam naheen theen. Kitne achhe achhe gaane gaaye hain unhonen
tarah tarah ke.
Jagjit Singh Ishar on Friday, April 17, 2015 Never heard before, beautiful melodious composition by S Mohinder. Mind
blowing duet.
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|