|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Bhool Hui Kya Mujhse Bhagwan Kya Hai Dosh Humara - भूल हुई क्या मुझसे भगवन क्या है दोष हमाराbhul hui kya mujhse bhagwan
kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
likha vidata kin ghadiyo me
aisa lekh hamara
shiv ka dhnush tod jab dala
tab dali maine varmala
wo kuch pal itne man bhaye
kumkum lal gulal udaye
man se man mil ek hue the
un charno me apna tan man vara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
raj tilak ka shub din aaya sawrag utar dharti par aaya
jagmag deepak mal sazai ghar ghar baz uthi shanai
par bhi ye sukh dekh na paya buje dip aur gir aaya andhiyara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
pakar aaghya ram pita ki van ko chale nahi chinta ki
raghukul rit sada chali aaye paran jaye par vachan na jahi
van vanvasi chale tino van chhod ayodhya ghar se kiya kinara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
bharat charan chhu nir bahaye nil kamal jal me murjhaye
charan pag ka shish chadaye khud sewak ban raz chalaye
panchvati me lene humko chhod aa gaye raz pat ghar sara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
ghat pat par hum jo jate kand mol ka samay bitate
panchvati ke us aangan me sau sau baras bitate van me
par na vidata ko ye bhaya de na saka ye bhi sath hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
sone ka marg kisne dekha kyu langhi devar ki rekha
apno se hum dur hue hai milne se majbur hue hai
tadap tadap kar rah jayenge
kaun yaha de dukh me sath hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
bhul hui kya mujhse bhagwan kya hai dosh hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
likha vidata kin ghadiyo me aisa lekh hamara
|
Comments for lyrics of song "Bhool Hui Kya Mujhse Bhagwan Kya Hai Dosh Humara" |
|
Durgamaaji on Monday, July 09, 2012 Sita rani ji's pain is so beautiful empathised by the very talented Geeta
ji. I really wish I could purschase these very rare bhajans by Geeta ji -
HMV please take heed!
rumahale on Thursday, June 26, 2014 Lyrics by S P Kalla
I agree with learned viewer "Durgamaaji".
Thank you for the rare and beautiful song.
Yashna Sagar on Wednesday, February 29, 2012 Excellent song.
|
Lanka Dahan |
Film cast: | Sapru, Ranjana, Paro, Vija Bali, Ranjit Kumari | Singer: | Geeta Dutt, Talat Mahmood, Devendra, Mohammed Rafi, Madhubala | Lyricist: | S P Kalla | Music Director: | Hans Raj Behl | Film Director: | Raja Nane | External Links: | Lanka Dahan at IMDB |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|