|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani - बोले राधे श्याम दीवानी पी का मुखड़ा भोर सुहानी bole radhe shyam diwani
ho bole radha shyam diwani, pi ka mukhda bhor suhani
prit bina hai jiwan aise
prit bina hai jiwan aise, jaise nadiya ho bin pani
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
mere mana, mere mana mere mana
man ka nata, man ka bandhan, itna pyara kitna pavan
man ka nata
man ka nata, man ka bandhan, kitna pyara kitna pawan
kayi yogo se janam janam se, mai mohan ki mera mohan
govindam govindam, govindam govindam
bhaj mere mana
govindam govindam, govindam govindam
naino me hai chav matwari
naino me hai chav matwari, dhun murli ki lage pyari
jabse aayi pi charno me
jabse aayi pi charno me ,maine tyagi dunia sari
govindam govindam, govindam govindam
bhaj mere mana
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
govindam govindam, govindam govindam
mere mana, mere mana, mere mana
govindam govindam, govindam govindam
mere mana
![lyrics of song Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani](/lyrics_png/35997_bole_radha_shaym_diwani.png)
|
Comments for lyrics of song "Bole Radha Shaym Diwani Pee Ka Mukhda Bhor Suhani" |
|
Dilip Patel on Wednesday, December 10, 2014
Bole Radhe Shyam diwaani
Ho, bole Radha Shyam diwani, pi ka mukhda bhor suhani
Preet bina hai jeevan aise
Preet bina hai jeevan aise, jaise nadiyaa ho bin paani
Govindam Govindam, Govindam, Bhaj mere mana,
Govindam Govindam, Govindam Govindam
Mere mana, mere mana, mere mana.
Mann ka naataa, mann ka bandhan, kitna pyaara kitna paavan
Mann ka naataa, mann ka bandhan, kitna pyaara kitna paavan
Kayi yugon se janam janam se, mai Mohan ki mera Mohan
Govindam Govindam, Govindam, Bhaj mere mana,
Govindam Govindam, Govindam Govindam.
Naino me hai chhav matwaari
Naino me hai chhav matwari, dhun murli ki laage pyaari
Jabse aayi pi charno me
Jabse aayi pi charno me, maine tyaagi dunia saari
Govindam Govindam, Govindam, Bhaj mere mana,
Govindam Govindam, Govindam Govindam.
Govindam Govindam, Govindam Govindam
Govindam Govindam, Govindam Govindam
Govindam Govindam, Govindam Govindam
Mere mana, mere mana, mere mana.
Govindam Govindam, Govindam Govindam
Mere mana, mere mana.
Jai Shri Krishna!
9teen66 on Saturday, December 03, 2011 what a composition.,no words to describe Jaidev's creative genius.
jjsadhana1984 on Tuesday, May 15, 2012 very nice lyrics...
mishsood on Thursday, December 22, 2011 thanks for posting.this awesome bhajan.
|
![](/images/movie_160x120/tumhare_liye.jpg) Tumhare liye |
Film cast: | Sanjeev Kumar, Vidya Sinha, Neelam Mehra, Indirani, Anita Guha, Suresh Chatwal, A K Hangal, Dinesh Hingoo, Pinchoo Kapoor, Ratna Mala, Om Shiv Puri, Zarina Wahab, Ashok Kumar | Singer: | Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar | Lyricist: | Naqsh Lyallpuri | Music Director: | Jaidev | Film Director: | Basu Chatterjee | Film Producer: | Raj Tilak | External Links: | Tumhare liye at IMDB Tumhare liye at Wikipedia | Watch Full Movie: | Tumhare liye at YouTube Tumhare liye at YouTube |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|