Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Cham Cham Barse - छम छम बरसें
palko ko chum gayi purwa hawa
aankhe jo khuli to sab kuch tha nasha
pal bhar tere sapno me kho gayi
din ke ujale me hi raat ho gayi
kaali kaali ghata aake kab chha gayi
aayi barsaat teri yaad aa gayi
bheege tanhai mujhe tadapa gayi
chham chham barse ghata
ghunguro bajati hain hawa
aaja re aaja re
chham chham barse ghata
ghunguro bajati hain hawa
aaja re aaja re
sargam bundo ki kuch aisi dhun gaaye
ek nagma lehraye raaho me
mausam geeto ka mere man ko tab bhaye
jab sajna tu aaye baaho me
aaja re aaja re
chham chham barse ghata
ghunguro bajati hain hawa
rimjhim barkha me aa milke hum bheege
sapno me kho jaye sawan me
pagal panchi ke pankho ke saye me
hum badal tak jaye sawan me
aaja re aaja re
chham chham barse ghata
ghunguro bajati hain hawa
aaja re aaja re
chham chham barse ghata
ghunguro bajati hain hawa
chham chham barse ghata
la la la la la
la la la la la
Comments for lyrics of song "Cham Cham Barse"
prakash udupa on Wednesday, April 24, 2013 Priyatama movie released in 1977 and director of the movie is Basu
Chatterjee