|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me - चंद्रमा मदभरा क्यूँ झूमे बदर मेchandrma madbhara kyu jhume badar me
wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me
chandrma jab se ruthe balam hamare
ruthe tab se bhag hamare
lag gaya jigar me rog chandarma
lag gaya jigar me rog chandarma
chandarma chandarma kyu jhume badar me
ek to birhan chal na pave upar se kyu aag lagave
ja bas aur nagar me chandrma
chandrma kyu jhume badar me
wo khushi ab kaha mujh birhan
ke ghar me chandrma
|
Comments for lyrics of song "Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me" |
|
Indu Puri on Friday, August 02, 2013 ek to birhan chal na pave upar se kyu aag lagave ja bas aur nagar me
chandrma ja bas aur nagar me chandrma ja bas aur nagar me chandrma chandrma
kyu jhume badar me wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me
chandrma..main fuut fuutkr ro deti hun. kya bolun! shabd nhi mere
paas iske bolon ke liye.iski lajwab gaayki ke liye. shailendra ji ki
bdaai krun ya iske MD ki.yaa..ise psnd krne walon ki!
Indu Puri on Thursday, October 31, 2013 :) bahut bhavuk ho jati hun aise gaane sunkr main... bdi rude rough
tough aurt hun. n kisi ki maut pr kbhi rona aaya nbeti ki vidaai pr. kintu
aise gaane sun loon ya koi pyar se maathe pr hath fer de.bsss fir n
poochhiye in aankhon ko kya ho jata hai. yhi karan hai jb is gaane ko suna
to khoob rone lgi. aur likh gai yahaan
Knakhua Knakhua on Saturday, October 17, 2015 17/10/2015- Tributes to VIJAY BHATT
Song : Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me
This is ''Shivranjani'' at its best.
Some have wrongly presumed that the magnificent play of Sarod in this song
was by Amzad Ali Khan. He was just 10 yrs old when this number was composed
in 1955-56.
In fact the Sarod here was played by the then SJ's asstt. ''Lalubhai Naik''.
chandrma madbhara kyu jhume badar me
wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me
chandrma
jab se ruthe balam hamare
ruthe tab se bhag hamare
lag gaya rog jigar me, chandarma
lag gaya rog jigar me, chandarma
lag gaya rog jigar me
chandarma, chandarma, kyu jhume badar me
ek to birhan kal na pave
upar se kyu aag lagave
ja bas aur nagar me, chandrma
ja bas aur nagar me, chandrma
ja bas aur nagar me
chandarma, chandarma, kyu jhume badar me
wo khushi ab kaha mujh birhan ke ghar me
chandrma
चंद्रमा मदभरा क्यूँ झूमे बादर में
वो ख़ुशी अब कहाँ मुझ बिरहन के घर में
चंद्रमा
जबसे रूठे बलम हमारे
रूठे तबसे भाग हमारे
लग गया रोग जिगर में, चंद्रमा
लग गया रोग जिगर में, चंद्रमा
लग गया रोग जिगर में
चंद्रमा, चंद्रमा, क्यूँ झूमे बादर में
चंद्रमा
एक तो बिरहन कल ना पावे
उपर से तू आग लगावे
जा बस और नगर में, चंद्रमा
जा बस और नगर में, चंद्रमा
जा बस और नगर में
चंद्रमा, चंद्रमा, क्यूँ झूमे बादर में
वो ख़ुशी अब कहाँ मुझ बिरहन के घर में
चंद्रमा
Mohan on Wednesday, September 14, 2011 Beautiful classical song of L.M. Listen to ja bas aur nagarme
chandrama...Simply superb. Each and every song of Patrani is worth its
weight in gold. You cant beat L.M when it comes to classical raga based
song. By the way, the sarod was played by a famous sarod player. His sarod
has enhanced the quality of song many times. One of my favourites and I
have it on my cassette.
Indu Puri on Thursday, October 31, 2013 Sarod gets played prominently in the music of this song. It appears that
some prominent sarod player was employed to play the instrument for this
song.
|
View all 11 comments related to song Chandrma Madbhara Kyon Jhoome Baadar Me - चंद्रमा मदभरा क्यूँ झूमे बदर मे |
Patrani |
Film cast: | Pradeep Kumar, Shashikala, Vyjayanthimala, Durga Khote, Om Prakash | Singer: | Lata Mangeshkar, Usha Mangeshkar, Meena Mangeshkar | Lyricist: | Shailendra, Hasrat Jaipuri | Music Director: | Shankarsingh Raghuwanshi, Jaikishan Dayabhai Pankal | Film Director: | Vijay Bhatt | Film Producer: | Prakash | External Links: | Patrani at IMDB Patrani at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|