Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Chha Gaye Badal Nil Gagan Par - छा गये बादल नील गगन पर
chha gaye badal nil gagan par
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
chha gaye badal nil gagan par
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
dekh ke mera mann bechain
dekh ke mera mann bechain
rain se pehle ho gayee rain
aaj hriday ke swapna phale
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
rup kee sangat aur ekant
rup kee sangat aur ekant
aaj bhatakta mann hai shant
keh do samay se tham ke chale
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
chha gaye badal nil gagan par
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
andhiyaro kee chadar taan
andhiyaro kee chadar taan
ek honge do vyakul pran
aaj naa koyee dip jale
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
chha gaye badal nil gagan par
ghul gaya kajara sanjh dhale
ghul gaya kajara sanjh dhale
Comments for lyrics of song "Chha Gaye Badal Nil Gagan Par"
Indu Puri on Monday, October 27, 2014 sun rahi hun. kai baar suna. mugdh ho jati hun Meena ji ke chehre ke
khoobsurat aur pavitr haav bhaav ko dekh kr.
roop ki sangat aur ekaant, aaj bhtkta mn hai shaant
kah do samay se thm ke chle.aur samay jaise thm-sa jata hai
Hansraj Madan on Sunday, May 05, 2013 Sensuous Meena, gr8 poetry by Sahir & soulful music by Roshan. All
ingredients of a wonder song. Thanx for a beautiful upload...
hebbaniraghu on Tuesday, October 15, 2013 Thanks for wonderful upload. After I came across this in u tube I played
and enjoyed many times. Very touching and joyful song. Most memorable by
music, lyrics, singing and setting
SRINIVASAN KAPISTHALAM on Sunday, October 20, 2013 ONE OF THE BEST ALL-TIME DUETS. BOTH RAFI AND ASHA WERE REALLY
SUPERLATIVE!!! THE PINNACLE OF ROSHANŚ CAREER. SRINIVASAN
gopal sinha on Monday, September 15, 2014 एक सुंदर रचना !