Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Hema Malini - hema_malini_001.jpg
Hema Malini

Ganga Jamuna Ki Lalkaar
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
4.16 - 19 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.

Average Rating : 4.16
Total Vote(s) : 19
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Chhalla Tu Le Ja Nishaniya Teree Teree Meherbaniya

jaane na jaane koyi kaisa ishara hai
chhal chhal chhal
andheri raahon mein yeh dil maara maara hai
chhal chhal chhal
jaane na jaane koyi kaisa ishara hai
andheri raahon mein yeh dil maara maara hai
anjaan sa hai yeh jahan dhuaan dhuaan kadam kadam par
chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhal
sholay hai sharare hai angaare hai hawaon mein yahan
seene mein darare hai dararo mein utha hai zalzala
sholay hai sharare hai angaare hai hawaon mein yahan
seene mein darare hai dararo mein utha hai zalzala
zalzala zalzala zalzala zalzala

chehre begaane saare dil besahara hai
chhal chhal chhal
manzil hai koyi koyi raste awara hai
chhal chhal chhal
jaane na jaane koyi kaisa ishara hai
andheri raahon mein yeh dil maara maara hai
anjaan sa hai yeh jahan dhuaan dhuaan kadam kadam par
chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhal chhalhindi lyrics > chhal > chhal - extended mix


janey naa janey koyee kaisa ishara hai chhal chhal chhal
andheri raho me yeh dil mara mara hai chhal chhal chhal
(janey naa janey koyee kaisa ishara hai
andheri raho me yeh dil mara mara hai
anjan sa hai yeh jahan dhuan dhuan kadam kadam par
chhal chhal chhal chhal chhal) - (2)

chhal chhal chhal chhal chhal
(shole hai, sharare hai, angare hai hawao me yaha
sine me darare hai, dararo me utha hai jhaljhala) - (2)
jhaljhala jhaljhala jhaljhala jhaljhala

chehre begane sare dil besahara hai chhal chhal chhal
manjil hai koyee koyee raste aawara hai chhal chhal chhal
janey naa janey koyee kaisa ishara hai
andheri raho me yeh dil mara mara hai
anjan sa hai yeh jahan dhuan dhuan kadam kadam par
chhal chhal chhal chhal chhal

(chahe naa chahe jindagee kaa ho chuka hai faisla
jaisa jo karega waisa woh bharega aur kya) - (2)
kore nigaho mein hai dhundhla najara hai
chhal chhal chhal chhal chhal
gahire tufano me hai duba kinara hai
janey naa janey koyee kaisa ishara hai
andheri raho me yeh dil mara mara hai
anjan sa hai yeh jahan dhuwa dhuwa kadam kadam par
chhal chhal chhal chhal chhalhindi lyrics > ek hi raasta (1939) > chhalake ras kee gagariya bharee


chhalake ras kee gagariya bharee
mai matwaree paniharee, mohe bhul gaye banwaree
kunjan me kunjabiharee

hai bhara huwa dil sajanee, kyun jhuthee bat banaye
abb kaun tumhe samajhaye, tore gal laj se lal
bhal par bindiya musakaye, balam tori najar na lag jaye
??? gholee pyareehindi lyrics > tashan > chhaliya chhaliya chhaliya



(nasila nasila tera naina, churailey hamara chaina
abb hamare dil mein rehna) - (2)

(chhaliya chhaliya chhaliya rooh chura lu aisi hu main chhaliya
chhaliya chhaliya o o chhaliya haath na aau main hu aisi chhaliya) - (2)
os lehar hu, dub sehar hu, pak mehar hu, bachake jaayega kaha
(la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi
la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2)
chhaliya chhaliya chhaliya rooh chura lu aisi hu main chhaliya

raaat hu taaron mein mil jaau
har mod pe main aahon ki baahon mein khil jaau
chaal hu tujhpe main chal jaau
tu na jaanega kab baaji main dhoke se maar jaau
bikhare dil ka main haal hu, aur ghaalib ka main khayaal hu
main noor hu, main hoor hu, bachake jaayega kaha
(la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi
la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2)
chhaliya chhaliya chhaliya
(nasila nasila tera naina, churailey hamara chaina
abb hamare dil mein rehna) - (2)
raaj hu honto ko sil jaau, tere haathon se main ret banke fisal jaau
boond hu tujhpe baras jaau, jo na bujhegi woh pyaas banke main tarsaau
chhalki pehli chaal hu main, main suljha uljha jaal hu
i am the noor, i am the hoor, tu jaayega kaha
(la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi
la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2)
chhaliya chhaliya chhaliya aau, rooh chura lu aisi hu main chhaliya
chhaliya chhaliya o o chhaliya haath na aau main hu aisi chhaliya) - (2)
os lehar hu, dub sehar hu, pak mehar hu, bachake jaayega kaha
(la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that maahi
la la lla la lla la la tu ankh na lada, don' t look at me like that ???) - (2)hindi lyrics > yaara (pankaj udhas) > chhaliya re kaisi chhali preet deewaani


chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (3)
teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2)
badhati jaaye balam ho na puraani - (2)
teri meri meri teri kya hai prem kahaani
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani

(kaisa rang rej piya dur pardes bhaya
angana hai soona mora ghaanv gehraaye diyaan) - (2)
rut patjhad aayi paat udaani
rakh du kahaan main piya tori nishaani - (2)
teri meri meri teri kya hai prem kahaani
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani
ho chhaliya re, chhaliya re chhaliya
(ang ang mein rang jaage, rang rang mein saajan
khwaja jo karam kare bhar jaaye aangan) - (2)
ras bhari ratiyaan ho pawan suhaani
ghat ghat mein utare yun saanjh suhaani - (2)
teri meri meri teri kya hai prem kahaani - (2)
chhaliya re kaisi chhali preet deewaani - (2)
chhaliya re, chhaliya re, chhaliya re (chhaliya, chhaliya re)hindi lyrics > aankhen (2002) > chhalka chhalka


chhalka chhalka, jaam hoon mein -2
honton pe rakh le chhalakne se pehle
chhalka chhalka jaam hoon mein
honton pe rakh le chhalakne se pehle
har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2
chhalka chhalka, jaam hoon mein
honton pe rakh le chhalakne se pehle
har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2

bhale chaahe sab se chhupa kar tu pi
magar ishq mein main mila kar tu pi
ye ishq nasha hai, ye husn nasha hai
ye jaam sharaabi, kehne ko nasha hai
ho…ho…soch le har baat, tu bhi utar ne se pehle
thodi si tu bhi pila de re utar ne se pehle

jawaani ki khilti bahaaron se mil
mere husn ke tu sitaaron se mil
uljaa de zulfein, bikhra de kajal
is diwaani ko tu kar de paagal
ho…ho…aur behkaade tu mujhko sambhalne se pehle -2
(chhalka chhalka jaam hoon mein
honton pe rakh le chhalakne se pehle) -2
har nasha kar le sharaabi bahekne se pehle -2

la la la la la la la la re la la le la re…hindi lyrics > sonu nigam - classically mild > chhalki chhalki chaandani mein



chhalaki chhalaki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2
bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2

chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2

tum khuli aaknho ka meri gungunaata khaab ho
khaayisho ka aasman ho nagamo ka sailaab ho
saamane darpan ke apane aise kyo betaab ho
tum hi meri hakikat, tum hi meri bekhudi
beete jo baho mein teri woh hi pal hai jindagi

samjho najaro ki jaba ye pal milan ka rag hai
sabnami lamho ke dil mein thandi thandi aag hai
jaaduyi saanso mein jaana kaid mera bhaag hai
baksh do saanso se apani mujhko thodi jindagi
beete jo baaho mein teri woh hi pal jindagi
chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2
bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2

chhalki chhalki chaandani meinhindi lyrics > classically mild (sonu nigam) > chhalki chhalki chaandani mein



chhalaki chhalaki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2
bite jo baaho mein teri woh hi pal jindagi - 2

chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2

tum khuli aaknho ka meri gungunaata khaab ho
khaayisho ka aasman ho nagamo ka sailaab ho
saamane darpan ke apane aise kyo betaab ho
tum hi meri hakikat, tum hi meri bekhudi
beete jo baho mein teri woh hi pal hai jindagi

samjho najaro ki jaba ye pal milan ka rag hai
sabnami lamho ke dil mein thandi thandi aag hai
jaaduyi saanso mein jaana kaid mera bhaag hai
baksh do saanso se apani mujhko thodi jindagi
beete jo baaho mein teri woh hi pal jindagi
chhalki chhalki chaandani mein gaati hai diwaanagi - 2
bite jo baaho mein teri woh hi pal hai jindagi - 2

chhalki chhalki chaandani meinhindi lyrics > ganga jamuna ki lalkaar > chhalla tu le ja nishaniya teree teree meherbaniya


chhalla tu le ja nishaniya teree teree meherbaniya
tere bin mai naa rahu mere bin tu naa rahe
o saun nihaniya

chhalla tu de ja

baho kaa sahara jo mil jaye yar kaa
najarana dil kaa ham denge tumhen pyar kaa
aur ham javaniya, teree teree teree meherbaniya

har pal yad teree dil tadapaye re
tune kaisa jadu kiya nindiya naa aaye re
o dilabar janiyan, teree teree teree meherbaniya

mathe pe bindiya tere nam kee lagayenge
tod ke sitare teree mang ham sajayenge
yad rahen kahaniya, teree teree teree meherbaniya



Film cast: Charan Dev, Sripada, Shagufta Ali, Anupam Kher, Kader Khan, Goga Kapoor
Film Director: Kanti Shah
Film Producer: Kanti Shah
External Links: Ganga Jamuna Ki Lalkaar at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Mughal-e-Azam (1960)
Mughal-e-Azam (1960)
Bade Miyan Chote Miyan (1998)
Bade Miyan Chote Miyan (1998)
Laawaris (1981)
Laawaris (1981)
Rajkumar (1964)
Rajkumar (1964)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy