Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye - छोड़ कर तेरे प्यार का दामन ये बता दे कि हम किधर जायें
chhod kar tere pyar ka daaman
chhod kar tere pyar ka daaman
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
mil gaye aaj qaafile dil ke
ham khade hai karib manzil ke
muskura kar jo tumne dekh liye
mit gaye haske sab gile dil ke
kitni pyaari hai ye hasin ghadiya
inse kah do yahi thahar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
tere kadmo pe zindagi rakh du
apni aankho ki roshani rakh du
tu agar khush ho main tere dil me
apne dil ki har ik khushi rakh du
mere hamdam meri khushi ye hai
tu nazar aaye ham jidhar jaaye
chhod kar tere pyar ka daaman
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
Comments for lyrics of song "Chodkar Tere Pyar Ka Daman Ye Bata De Ke Hum Kidhar Jaye"
aceji on Sunday, August 22, 2010 Actually it is CHHOD KAR, if you see what I mean!!!
Madhu Dhanjal on Thursday, July 16, 2015 chhod kar tere pyar ka daaman
chhod kar tere pyar ka daaman
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
mil gaye aaj qaafile dil ke
ham khade hai karib manzil ke
muskura kar jo tumne dekh liye
mit gaye haske sab gile dil ke
kitni pyaari hai ye hasin ghadiya
inse kah do yahi thahar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
tere kadmo pe zindagi rakh du
apni aankho ki roshani rakh du
tu agar khush ho main tere dil me
apne dil ki har ik khushi rakh du
mere hamdam meri khushi ye hai
tu nazar aaye ham jidhar jaaye
chhod kar tere pyar ka daaman
ye bata de ki ham kidhar jaaye
hamko dar hai ki teri baaho me
ham khushi se na aaj mar jaaye
passion689 on Sunday, January 09, 2011 A perfect mood swinger indeed! Nature continues to assert itself in all its beautiful forms, providing much needed fuel to enable us get past our down times. Thanks for sharing and thx to the uploader for this great gift. Have great Sunday.
Kay Cee on Monday, December 06, 2010 What a lovely duet! Helen's smile is so effervescent, it resonates in line
with Lataji's crisp, sonorous voice. MK has done a wonderful job as well.
Great composition too.
jasbongy on Monday, March 08, 2010 Beautiful song from Lata ji and Mahendra Kapoor ji. Thanks
UltraHindi.ThanksMrRajkoemar ji for sharing. W.R. Sarla. 10**********