Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me - देखता चला गया मैं जिंदगी की राह में
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
har koyi kadam kadam pe mast hai gunaahon mein
tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
koyi kahegaa kya koyi sunegaa kya
kisi ke bhi kahe sune se teraa waasta hai kya
khayaal zulfe yaar kar ye lo khayaal zulfe yaar kar
nazar ko bekaraar kar nahin hoti
idhar udhar pade kadam tu kar na gam
na soch zindagi mein teraa rasta hai kya
haan dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
ye chaand ki haseen shamma aaj tere haath hai
kya baat hai badaa haseen saath hai haseen hoon main
jawaan hai tu magar bataa kahaan hai tu jahaan hoon main
wahaan to zindagi nashe mein choor hai
saroor hi saroor hai teri nazar ka noor hai zara kareeb aa mere
are apna bhi majboor hai aur tu bahot hi door hai
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
har koyi qadam qadam pe mast hai gunaahon mein
tu bhi ek gunaah kar zindagi tabaah kar
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
suraahi jhoomne lage pyaali muskuraa pade
suraahi jhoomne lage pyaali muskuraa pade
pahunch gayee hoon aasmaan pe kis
tareh khade khade chal jhoothi
yeh khwaab ya khayaal hai nahin nai
ye jaam ka kamaal hai ye jaam ka kamaal hai
ye cheez bemisaal hai bahot achche
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
har koyi qadam qadam pe mast hai gunaahon mein
tu bhi ek gunaah kar ae dil kisi ki chaah kar
dekhta chala gayaa main zindagi ki raah mein
la lalalla la la la lalla la la lalalla la la la lalla lala
Comments for lyrics of song "Dekhta Chala Gaya Mai Zindagi Ki Raah Me"
AppaRao Venkata Vinjamuri on Tuesday, November 26, 2013 A wonder full song Of Johny walker & Madhubala.
dekhta chala gayaa
main zindagi ki raah mein
har koyi qadam qadam pe
mast hai gunaahon mein
tu bhi ek gunaah kar
ae dil kisi ki chaah kar
dekhta chala gayaa
main zindagi ki raah mein
RAJ KOTHARI on Saturday, January 31, 2015 This song is example of what best timing of acting ,lyrics composition and
music can bring life to entertainment. Both Madhubala and Johni saab are
immortal.
arvind ketkar on Tuesday, January 31, 2012 A BEAUTIFUL MELODIOUS N HARMONICAL COMPOSITION OF MADAN MOHAN PRESENTED BY
LATAJI N THE ONLY GOD RAFI SAHAB