Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Dil Bechara Pyar Ka Mara - दिल बेचारा प्यार का मारा
teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara
teri nazar me kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
teri najar ne kiya ishara hua ye dil aawara
teri najar ne kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
dil ko samjhaye kya dil samjhta nahi
ham pareshan hai dil ke andaz se
dil ko samjhaye kya dil samjhta nahi
hama parshan hai dil ke andaz se
ye dhadkata hai ab bas tumhe dekh kar
jane kya ho gaya hai ise aaj se
dil ki halat najuk hai
par dard bada hai pyara
ha dil ki halat najuk hai
par dard bada hai pyara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kya kis nashe me hai hum
hum nahi jante kya hame ho gaya
ye khumari hai kyakis nashe me hai hum
thoda bahka hai dil thode bahke hai hum
bekhudi hai badi kya kare hum sanam
dunia jeeta lekin yara
tumse ye dil hara
ho dunia jeeta lekin yara
tumse ye dil hara
ho dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
teri nazar ne kiya ishara hua ye dil aawara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
dil bechara pyar ka mara
Comments for lyrics of song "Dil Bechara Pyar Ka Mara"
idiot boy on Thursday, March 06, 2014 Dil se gaaya hai singer ne :-)
Farhan Bakhtiar on Wednesday, July 10, 2013 B E A U T I F U L S O N G
Waseem Chaudhry on Sunday, December 30, 2012 lovely song