Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Duniya Na Maane, Ho Sakata Hai Kaanton Se Bhi Phool Ki Khushbu - दुनिया ना माने, हो सकता हैं कांटो से भी फूल की खुशबु
jab tum jag me aaye the
jag hansmukh tum roye
aisi karni kar chalo
tum hansmukh jag roye
aa na mane
ho sakta hai kaanto se bhi phul ki khushbu aaye
duniya na mane, duniya na mane
ho sakta hai sagar bhi mitha pani ban jaye
duniya na mane, duniya na mane
ye duniya chand lakire khenche aur chalti jaye
na mane kabhi kisi ki
bas apni hi manwaye
ho sakta baat pate ki pagal bhi kah jaye
duniya na mane, duniya na mane
girte ko sabne dekha par kisne diya sahara
chamke to tara mane aur tute to angara
ho sakta hai angara ek din shabnam ban jaye
duniya na mane, duniya na mane
ho sakta hai kaanto se bhi phul ki khushbu aaye
duniya na mane, duniya na mane
ho sakta hai sagar bhi mitha pani ban jaye
duniya na mane, duniya na mane