Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ek Bade Baap Ki Beti Kal Ghar Ke Munsi Sang Dekha Gul Mil Batiya Karte - एक बड़े बाप की बेटी को कल घर के मुंशी संग देखा घुल मिल बतिया करते
ha wo bhi kya din the bhala jab laz banti nariya
ha gair ke saye se bhi karti thi parda dariya
kya kare ab is tarah bigdi jamane ki hawa
log parde or ghunghat ko kahe bimariya
ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang

are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang
ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko

aji shahar se aai b a pas aji shahar se aai b a pas
karegi gaw ka styanash aji shahar se aai b a pas
karegi gaw ka styanash chale yu unchi sandal dal
hans ki jaise kauwa chal chale yu unchi sandal dal
hans ki jaise kauwa chal are surat patli nahkre mote
batia bedhang ke lag gai aag jamane ko
ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang
are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang
ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko
suno ab us munsi ka hal lage bhai surat se kangal

kaha se aaye coat patlun sasur ka khata hoga mal

are ye notanki dekh ke bhaiya gaw hai sara dang
ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko
ek bade bap ki beti ko kal ghar ke munsi sang
are dekha ghul mil batiya karte or jamate rang
ke lag gai aag jamane ko ke lag gai aag jamane ko
nagar me hota aisa pap na dekhenge hum to chup chap

hai uske baap ki unchi nak chalo us nak pe dale khak
ek sath sab chale to karde uska huliya tang