Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Hans Hans Ke Hasino Se Nazar Char Kiye Ja - हँस हँस के हसीनों से नज़र चार किये जा
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
ye julf ye asru ye latakti hui bahe
bijli si girati hui khamosh nigahe
ye julf ye asru ye latakti hui bahe
bijli si girati hui khamosh nigahe
hai takat-e-didar to didar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi
ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi
lazim hai mohabbat me lagawat bhi ada bhi
ulfat me mile tujhse thadapne ka maja bhi
ikrar kiye ja kabhi inkar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
har ek ada husn ki aankho me basa le
sine me jara ishq ka toofan jaga le
har ek ada husn ki aankho me basa le
sine me jara ishq ka toofan jaga le
soyi hui taqdeer ko bedar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
hans hans ke hasino se najar char koye ja
jo bhi kare pyar use pyar kiye ja
Comments for lyrics of song "Hans Hans Ke Hasino Se Nazar Char Kiye Ja"
Riaz Ali on Saturday, August 13, 2011 The most excellent song of hindi films. In 70s I had a gramophone record
but video is video. The exquisite performance is worth praise. Thanks for
this upload
akarshik on Thursday, July 17, 2014 No doubt marvelous melody of Lata jee.
Suresh, Vyjayantimala, Jayant, Rashid Khan, K Shyam, K Maruti S, S N Banerjee, Shyam Kumar, Mumtaz, Rajan Haksar, Amrit Rana, Habib, Wahidan, Yasmeen Khan, Wasiq Khan, Nawab