Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Har Tukda Mere Dil Ka Deta Hai Duhai - हर तुकड़ा मेरे दिल का देता है दुहाई
har tukda mere dil ka deta hai duhai
dil tut gaya aapko aawaz na aayi
aawaz na aayi
har tukda mere dil ka deta hai duhai
dil tut gaya aapko aawaz na aayi
aawaz na aayi
har tukda mere dil ka
manjil ko taraste hai aur samne manjil hai
kehna hi pada hamko kismat badi katil hai
manjil ko taraste hai aur samne manjil hai
kehna hi pada hamko kismat badi katil hai
chhup chhupke mere haal pe roti hai khudayi
dil tut gaya aapko aawaz na aayi
aawaz na aayi
har tukda mere dil ka
kya dosh hamara tha ham ye na samjh paye
dunia teri mahfil me hum aaye to kyu aaye
kya dosh hamara tha ham ye na samjh paye
dunia teri mahfil me hum aaye to kyu aaye
ab kitne janam aur jalaayegi judaai
dil tut gaya aapko aawaz na aayi
aawaz na aayi, aawaz na aayi
aawaz na aayi, aawaz na aayi
roka hai zamane me har baar milan apna
kab nind se jaagoge kab tutega ye sapna
roka hai zamane me har baar milan apna
kab nind se jaagoge kab tutega ye sapna
jaage na agar aap to jaagegi tabaahi
dil tut gaya aapko aawaz na aayi
aawaz na aayi, aawaz na aayi
aawaz na aayi, aawaz na aayi
Comments for lyrics of song "Har Tukda Mere Dil Ka Deta Hai Duhai"
Shamnad Sirajudeen on Thursday, September 25, 2014 हर टुकड़ा मेरे दिल का देता है दुहाई
दिल टूट गया आपको आवाज ना आई..
क्या दोष हमारा था हम ये ना समझ पाए..
दुनिया तेरी महफ़िल में हम आए तो क्यों आए ?
अब कितने जनम और जलाएगी जुदाई ?
दिल टूट गया आपको आवाज़ ना आई...
Murtuza H on Tuesday, August 12, 2014 The story line of this film was carried through beautifully. Watch Mumtaz,
watching from behind, knowing fully well as to what was going on out there
and that she too was equally a participant to these goings-on.
Bharat Gul on Friday, October 19, 2012 Tarah, tarah ke gunon waali Asha Bhonsle ki yogyata ka ek aur meettha
uddharan. Aaj yeh geet pehli baar suna-- aap ke is manch par. Dhanyavaad,
Ajay.
Deepak Kanar on Sunday, April 13, 2014 Mr O.P.Nayar kya baat hai , What a music .You are missed by music lovers.
Jagjit Singh Ishar on Sunday, July 06, 2014 O P Nayyar is always live in our hearts.