Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari
House No. 44 (1955)
House No. 44 (1955)
Love Marriage (1959)
Love Marriage (1959)
Amar (1954)
Amar (1954)
Patita (1953)
Patita (1953)

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Salman Khan - salman_khan_033.jpg
Salman Khan

Phir Bewafaai - Deceived In Love (Album)
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi
3.90 - 20 votes
Sad Songs
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=Hh2LkKAmfu0

https://www.youtube.com/watch?v=hZMrEm96jss

https://www.youtube.com/watch?v=miZimaTVUE8

https://www.youtube.com/watch?v=slUt41IVl6I


Average Rating : 3.90
Total Vote(s) : 20
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi - किसी और के नाम की मेहंदी

kisi aur ke naam ki mehndi
hathon mein na apne bharna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

tum to shayad jee lo mere bin oo
jee na paunga main tere bin
le jaye jo tumko chhin kar oo
kaash kabhi aaye na aisa din
tumse bichhad ke aur
kisi ka ho na sakunga
jisme tumhara pyaar
hai wo dil kisko mai dunga
hona na juda kabhi mujhse
jeena dushvar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

hathon ko na mere chhodna oo
dekho mera dil na todna
mar jaunga hokar main juda oo
tumko kasam hai munh na modna
tum ho meri, meri hi
rahogi keh bhi do na
aur kisi ki tum na
banogi keh bhi do na
koi jhuthi kasam na khana
jutha na ikraar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna

kisi aur ke naam ki mehndi
hathon mein na apne bharna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna
thukara ke mohabaat meri
kabhi kisi aur se pyaar na karna


lyrics of song Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi

Comments for lyrics of song "Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi"
irfan ahmed on Friday, October 23, 2015
noor g y pagal wali bton choron apni family k pasand k boy se shadi kar lo
believe me inshaallah ap itni khush raho gi k ap ko us ki yad b nh aye gi.
q k jo ap ki story h wo sub mere 7 ho chuka h

Abhishek Gupta on Sunday, June 01, 2014
Arzzz kiya hai.
Mohabat meri unko bekaraar karegi,
Har dhadkan unka hi intezar karegi..
Humne toh unse itna pyaar kiya hai ki,
Bewafai bhi 100 baar soch ke vaar karegi.

Tamim Mohammad on Thursday, January 08, 2015
Shan ager aap mujhe dhoka denge to mai to mar hi jaungi sirf ladki bewafa
ni hoti unki kya mambori h ye koi no janta zaara

Tamim Mohammad on Thursday, January 08, 2015
Shan ager aap mujhe dhoka denge to mai to mar hi jaungi sirf ladki bewafa
ni hoti unki kya mambori h ye koi no janta zaara

kiran1987sw on Sunday, September 09, 2012
They do better then that I just waste my 4:15 min watching that video I cud
have done something better!

View all 23 comments related to song Kisi Aur Ke Naam Ki Mehndi - किसी और के नाम की मेहंदी


Singer: Agam Kumar Nigam
Lyricist: Praveen Bharadwaj
Music Director: Nikhil

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Dil - E - Nadan (1982)
Dil - E - Nadan (1982)
Biwi No. 1 (1999)
Biwi No. 1 (1999)
Hum Dono (1961)
Hum Dono (1961)
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
Ankhiyon Ke Jharokhon Se (1978)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy