Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of O Siniye Maar Sutya, Kitna Pyara Wada Hai, In Matwali Ankho Ka - ओ सोणिये मार सुटिया, कितना प्यारा वादा
o soniye maar sutiya
kitna pyara vada
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
o sathiya o beliya
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
ho ujala ya andhera kahi na chhute haath tera
koi mera na tere bin piya nibhana saath mera
are kora-kora gora-gora ye ang tora haay
pagal mohe bana diya
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
barso maine man jalaya mili palko ki tab ye chhaya
kaante mere tan me tute gale se tune jab lagaya
o saiya pyare chalta jaa re baiya daare haay
garva tohe laga liya
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
roz utha ke ye nayanva chhua karungi tora manva
jaise pahli baar chaha sada chahungi mai sajanva
haay tere naina mere naina phir kya kahna haay
kya-kya na maine paa liya
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
o sathiya o beliya
kitna pyara vada hai in matwali aankho kaa
is masti me sujhe na kya kar dalu haal mohe sambhal
o sathiya o beliya, o sathiya o beliya
Comments for lyrics of song "O Siniye Maar Sutya, Kitna Pyara Wada Hai, In Matwali Ankho Ka"
lokesh14able on Saturday, April 30, 2011 one of the best dance of JitendraJi and no doubt about song