Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Asha Parekh - asha_parekh_033.jpg
Asha Parekh

Insaaf Ka Tarazu
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Log Aurat Ko Fakat
3.86 - 7 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=behBVcw-MVE


Average Rating : 3.86
Total Vote(s) : 7
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Log Aurat Ko Fakat - लोग औरत को फ़कत

log aurat ko fakat jism samajh lete hain
log aurat ko fakat jism samajh lete hain
ruh bhi hoti hain usme ye kahan sochte hain
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

ruh kya hoti hainm isse unhe matlab hi nahi
wo to bas tan ke takajo ka kaha maante hain
ruh mar jaye to, har jism hain chalti hui laash
is hakikat ko samjhte hain na pahchante hain
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

kitni sadiyo se ye vehshat ka chalan jari hain
kitni sadiyo se hain kayam ye gunaho ka rawa
log aurat ki har ek chikh ko nagma samjhe
ho kabilo ka zamana ho ke shehro ka sama
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

jrab se nasl bade julm se tan mel kare
ye amal hum hain beilam parindo me nahi
hum jo insaano ke tahjibo liye firte hain
hum sa vehshi koi jungle ke darindo me nahi
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

ek main hi nahi kya janiye kitni hongi
jinko ab aayina takne se jhijhak aati hain
jinke khaabo me na sahre hai na sindur na sej
aur na murda hu ke jeene ghamo se chhutu
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

ek bujhi ruh lute jism ke dhache me liye
sochti hu ki kahan jake mukkadar fodu
main na jinda hu, ke marne ka sahara dhundhu
aur na murda hu, ke jeene ke gamo se chhutu
log aurat ko fakat jism samajh lete hain

kaun batlayega mujhko kise jakar puchhu
zindagi kahar ke saancho me dhalegi kab tak
kab talak aankh na kholega zamane ka zamir
julm aur jabr ki ye reet chalegi kab tak
log aurat ko fakat jism samajh lete hain


lyrics of song Log Aurat Ko Fakat



Film cast: Raj Babbar, Zeenat Aman, Deepak Parashar, Padmini Kolhapure, Iftekhar, Shreeram Lagoo, Simi Garewal, Jagdish Raaj, Vijay Sharma, Sunil Dhawan, Prem Sagar, Om Shiv Puri, Sujit Kumar, Yunus Parvez, Hiralal, Dharmendra
Singer: Asha Bhosle, Mahendra Kapoor
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: Ravindra Jain
Film Director: B R Chopra
Film Producer: Ravi Chopra, B R Chopra, C V K Shastry, Madan Chopra
External Links: Insaaf Ka Tarazu at IMDB    Insaaf Ka Tarazu at Wikipedia
Watch Full Movie: Insaaf Ka Tarazu at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Albela (1951)
Albela (1951)
Tumsa Nahin Dekha (1957)
Tumsa Nahin Dekha (1957)
Inkaar (1977)
Inkaar (1977)
Satte Pe Satta (1982)
Satte Pe Satta (1982)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy