|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Madhuban Khushbu Deta Hai (Female) - मधुबन खुशबू देता हैmadhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
suraj na ban paaye to
banke deepak jalta chal
suraj na ban paaye to
banke deepak jalta chal
phul mile ya angare
sach ki raaho pe chalta chal
sach ki raaho pe chalta chal
pyaar dilo ko deta hai
ashko ko daaman deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar sawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
chalti hai lehrake pawan
ke saans sabhi ki chalti rahe
chalti hai lehrake pawan
ke saans sabhi ki chalti rahe
logo ne tyag diye jeewan
ke preet dilo mein palti rahe
ke preet dilo mein palti rahe
dil wo dil hai jo oro ko
apni dhadkan deta hai
jina uska jina hai
jo oro ko jeevan deta hai
madhuban khusbu deta hai
sagar saawan deta hai
madhuban khusbu deta hai
Saajan Bina Suhagan |
Film cast: | Rajendra Kumar, Nutan, Vinod Mehra, Kasturi, Padmini Kolhapure, Aarti Chopra, Shreeram Lagoo | Singer: | Aarti, Anuradha Paudwal, Asha Bhosle, Chandrani Mukherjee, Dilraj Kaur, Mohammed Rafi, Shivangi, Suman Kalyanpur, Suresh Wadkar, Vijay Yesudas | Lyricist: | Indeevar, Sawan Kumar Tak | Music Director: | Usha Khanna | Film Director: | Sawan Kumar Tak | Film Producer: | Sawan Kumar Tak | External Links: | Saajan Bina Suhagan at IMDB Saajan Bina Suhagan at Wikipedia |
|
|
|
|
|