Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mai Sharabi Nahi Mai Sharabi Nahi - मैं शराबी नही मैं शराबी नही
uth gayi mahfil bujh gayi shamma
dhal gayi rat gulabi ja
uth gayi mahfil bujh gayi shamma
dhal gayi rat gulabi ja
ek ghut bhi or na tujhko
pine dungi sharabi ja
sharabi ja sharabi ja sharabi ja
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
aankho se pine me kuch kharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
mujhpe karle yaki mai nashe me nahi
mujhpe karle yaki mai nashe me nahi
kisliye fir sanam dagmagaye kadam
ye hai masti teri sharbati aankh ki
ye najar hai janab ye nahi hai sharab
rang kya is najar ka gulabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
ab piye to sanam tujhko meri kasam
ab piye to sanam tujhko meri kasam
is tarah ruth kar fer li kyu najar
aankh bojhal hui khali botal hui
ji nahi par bhara or la or la
ek katra nahi bas jara bhi nahi
tu sharabi nahi tu sharabi nahi
tu sharabi nahi tu sharabi nahi
aankho se pine me kuch kharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
mai sharabi nahi mai sharabi nahi
Comments for lyrics of song "Mai Sharabi Nahi Mai Sharabi Nahi"
duragkarprabhakar183 on Saturday, May 23, 2009 People use to count greatness by counting his fame, wealth and other power but they seldom mistake in counting the treasure of good qualities in human being. I am lucky enough to say MOHD.RAFI is the biggest king on the earth because he possess the treasury of highest number of songs ever rendered by a single playback singer with a superb voice quality, highest number of hit songs, highest humber of popular songs, and highest humber of unheared songs, I salute such an uncrowned king Mohd. Rafi
jamschatzi on Friday, April 17, 2009 Uth gayi mehfil, bujh gaye shama, Dhal gaye raat gulaabi yaar,
Ait ghoont bhi tujhko aur peene na doongi sharabi jaan
sharabi jaan, sharabi jaan, sharabi jaan.
Main sharabi nahi, main sharabi nahi,
..
aankhon se peene main kuch kharabi nahi, main sharabi nahi main sharabi nahi, ...
Mujh pe kar le yaqeen, main nashe main nahi ...
Kis liye phir sanam dagmagaye qadam.
Ye hai masti teri sharbati aankh ki,
Ye nazar hai janab, ye nahi hai sharab,
rang kya is nazar ka gulabi nahi,
jamschatzi on Friday, April 17, 2009 Main sharabi nahi, main sharabi nahi.
..,
ab piye to sanam tujhko meri qasam,
iss tarah ruuth kar pher li kiun nazar,
aik bootal khuli, khaali botal hoye,
jee nahi par bhara, aur la aur laa
aik qatra nahi, bas zara bhi nahi,
tu sharabi nahi, tu sharabi nahi
tu sharabi nahi, tu sharabi nahi.,
aankho se peene main kuch kharabi nahi
main sharabi nahi main sharabi nahi
main sharabi nahi main sharabi nahi
masud ahmed on Friday, December 09, 2011 lovely song the way rafi sings ias a drunk hero is perfect no one can match
his acting and vioice even kishore admits it . they are both great singers
but rafi is more versatile than kishore as rafi is legend and maestro
.mumtaz and jatendr look very good
rain4134 on Sunday, August 14, 2011 best acting best lyrics best direction best overall