Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Meri Chhoti Si Duniya Basi Rahe Ram - मेरी छोटी सी दुनिया बसी रहे राम
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri fuli fali man ki daali rahe
meri fuli fali man ki daali rahe
meri bagiya na phulo se khaali rahe
meri bagiya na phulo se khaali rahe
rahe jivan ko mere bahaaro se kaam
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam
meri chhoti si duniya basi rahe ram
jagmagata rahe mere dil ka jahaan
jagmagata rahe mere dil ka jahaan
baje angana me khushiyo ki sahnaaiya
baje angana me khushiyo ki sahnaaiya
din holi ho mera diwali ho sham
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
main suhagan hamesha rahu dukh se dur
main suhagan hamesha rahu dukh se dur
yuhi mathe pe chamke khushi ka sindur
yuhi mathe pe chamke khushi ka sindur
jag bichhade na bichhade kabhi meri sham
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
mere ghar me na aaye kabhi gum ka naam
meri chhoti si duniya basi rahe ram
meri chhoti si duniya basi rahe ram
Comments for lyrics of song "Meri Chhoti Si Duniya Basi Rahe Ram"
TheDeepakp on Friday, April 10, 2015 FILM: "WANTED" = 1961.
Film cast: Vijay Kumar, Sayeeda Khan, Helen, Manorama, Nazir Hussain, Johny
Walker, Shammi, Anwar Hussan, Dulari, N A Ansari
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Talat Mahmood
Lyricist: Shakeel Badayuni
Music Director: Ravi
Film Director: N A Ansari
V. Siddhartha on Tuesday, June 05, 2012 Very sweet ,Dharmesh. . The song celebrates tender motherhood and a wife's
old-style blissful domesticity. The actress seems to be Dulari, the very
picture of such domesticity. Thank you.
saz9297 on Wednesday, June 06, 2012 great upload julmibaba saheb. aap ne bhi choti si duniya basaae huvey hein
aur ham log mazay kar rahe hein thank you
Bhupinder Pujji on Tuesday, June 05, 2012 Dharmesh a good clip of Ravi ji song meri chhoti si gudia thnaks for
sharing this bhupinder pujji
akarshik on Monday, June 04, 2012 Bahu hee sunder geet Mahesh jee. Thanks for wonderful upload.