Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye - मुझे तुमसे कुछ भी ना चाहिये
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mera dil agar koyi dil nahi
use mere samane tod do
use mere samane tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga jindagi
kabhi muskarayi thi pyar me
mai ye bhul jaunga mera dil
kabhi khil utha tha bahar me
jinhe is jaha se bhula diya
mera naam un me hi jod do
mera naam un me hi jod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
tumhe apna kahne ki chah me
kabhi ho sake na kisi ke ham
yahi dard mere jigar me hai
mujhe mar dalega bas ye gum
mai wo gul hu jo na khila kabhi
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe kyu na shaakh se tod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe mere hal pe chhod do
mujhe tumse kuch bhi na chahiye
Comments for lyrics of song "Mujhe Tum Se Kuchh Bhee Naa Chahiye"
Gulabchand Punjabi on Friday, April 18, 2014 mai diya hun aisaa jahan me ke jalaa hun nahin roshani..mai vah bhul
jaunga. mera dil kabhi baharme khil utha thaa..mai yah bhi bhul
jaunga meri jindagi kabhi pyaar me muskarai thi.mai vah gul hun jo kabhi
khila hi nahi.use shap se tod do...!
Prakash Rao on Sunday, October 04, 2015 Prakash Rao 47 seconds ago
Real life of reality of real lovers has be defined in this song of reel and
really heart touching and my regards to the Mukeshji and the writer of the
song. mvprakashrao, secunderabad, telangana state.
parbhu shankar purohit on Thursday, August 20, 2015 my favourite sad song in the melodious voice of mukeshji based on rag
Darbari kanhada,Lyricist Shailendraji,Music by gr,Shankarjaikishanji from
B&W film Kanhaiya1959.
peterklus on Tuesday, August 14, 2012 Such gorgeous lines: Main woh gul hoon jo na khila kabhi Mujhe kyoon na
shaakh se thod do Mukeshji imbues these lines with such meaning and
emotion. It's a lovely song.
Chiman Jagani on Tuesday, September 27, 2011 Album: Kanhaiya Year: 1959 Track: Mujhe Mere Haal Pe Chhod Do Singer:
Mukesh Album Star Cast: RajKapoor Nutan Track Star Cast: RajKapoor