|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Piya Tu Kahan Hain Rone Laga Dil Aankh Bhar Aayi - पिया तू कहाँ है रोने लगा दिल आँख भर आईmilke judai kyu hai, kaun ye samjhe karan
o apne piya ki yaad me tadpe
koi prem pujaran haye
judai haye
piya tu kahan hai, ho piya, piya tu kahan hai
rone laga dil aankh bhar aayi
haye rone laga dil aankh bhar aayi
tadpa rahi hai ab ye judai
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
oh dil ki jo maanu jag ruth jaaye
jag ki jo maanu dil tut jaaye
ha ye pyaar kya hai pehle na jaana
mehanga pada hai dil ka lagana
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
ho khel hain kaise dil ki lagan ke
tut ke bikhre sapne milan ke
ha phir yaad teri aane lagi hai
phir jaan meri jaane lagi hai
barse yu hi din raat
haye asuwan ki ye barsat haye
piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
piya tu kahan hai, kahan hai, piya tu kahan hai
ho pyaar mein ye to hona tha hansna tha ya rone tha
pyaar mein ye hona tha hansna tha ya rone tha

judai aa aa
|
Comments for lyrics of song "Piya Tu Kahan Hain Rone Laga Dil Aankh Bhar Aayi" |
|
Red diamond on Wednesday, October 14, 2015 I missing every single moment my love
|
Baaghi |
Film cast: | Sanjay Dutt, Manisha Koirala, Aditya Pancholi, Inder Kumar, Gulshan Grover, Mohan Joshi, Mahesh Anand, Shivaji Satam, Tina Senn, Sanjay Narvekar, Tej Sapru, Dinesh Hingoo, Komal, Shalini Kapoor, Aroon Bakshi, Rana Jung Bahadur, Jack Gaud, Rakesh Bedi, Shakti Kapoor, Pramod Moutho, Himani Shivpuri, Shama Deshpande, Ankush Mohit, Rajesh Mishra, Shashi Sharma, Deepak Jethi, Yogi, Gavin Packard, Raj Babbar | Singer: | Abhijeet, Jaspinder Narula, Kavita Krishnamurthy, Kumar Sanu, Shubha Mudgal, Sonu Nigam, Sunidhi Chauhan | Lyricist: | Faiz Anwar | Music Director: | Sajid, Wajid | Film Producer: | H Ahluwalia, Ramesh Sharma | External Links: | Baaghi at IMDB Baaghi at Wikipedia | Watch Full Movie: | Baaghi at YouTube |
|
|
|