|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
|
|
|
Lyrics of Reham Na Khana - रहम ना खाना, raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana
jhutha sadhu pahan ke aaya daya dharm ka pana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
isi raham ne tumko mitaya
raaj paat sab apna ganvaya
isi raham ne tumko mitaya
raaj paat sab apna ganvaya
khaan ne khoi aan baan
mukhtakh bane hai rana
hai makkar zamana raham na khana
khaan ne khoi aan baan
mukhtakh bane hai rana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
dukhiya durbal chhin le roti
hath marod ke chhin le roti
dukhiya durbal chhin le roti
hath marod ke chhin le roti
bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
hai makkar zamana raham na khana
bhikh mang kar jeene se to acchha hai mar jana
hai makkar zamana raham na khana
raham na khana, raham na khana
hai makkar zamana, hai makkar zamana
raham na khana
Roti |
Film cast: | Chandra Mohan, Sitara Devi, Akhtari, Sheikh Mukhtar, Ashraf Khan, Kayam Ali, Agha | Singer: | Ashraf Khan, Akhtari Bai, Sitara Devi, Anil Biswas | Lyricist: | Safdar Aah, Behzad Lakhnavi, Arzoo Lakhnavi, Wajahat Mirza | Music Director: | Anil Biswas | Film Director: | Mehboob Khan | External Links: | Roti at IMDB | Watch Full Movie: | Roti at YouTube Roti at YouTube |
|
|
|
|
|