Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Sab Kehne Lage Main Tera Deewana - सब कहने लगे मैं तेरा दीवाना
na jane kis tarah se liya tune mera naam
na jane kis tarah se liya tune mera naam
sab kahne lage sab kahne lage
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
na jane kis tarah se liya tune mera naam
na jane kis tarah se liya tune mera naam
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
najro se diya tune na jane kya payam
najro se diya tune na jane kya payam
charo taraf ishk ka afsana ho gya
charo taraf ishk ka afsana ho gya
is tarah kiya ishara teri nigaho ne
aashiki ka git gaya pyasi fijao ne
is tarah kiya ishara teri nigaho ne
aashiki ka git gaya pyasi fijao ne
ek pal ke vaste bhi na kahi karar hai
ru ba ru khade hai fir bhi kaisa intjar hai
kuch bhi na sathi hai ye nasha pyar ka
na jane kis tarah se liya tune mera naam
na jane kis tarah se liya tune mera naam
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
do jaha se kah diya hai meri adao ne
sirf tera sath manga meri duaao ne
do jaha se kah diya hai meri adao ne
sirf tera sath manga meri duaao ne
aa tujhe mai aaj dekhu jindagi karib se
mil gya hai sath tera mujhko nasib se
late late rang laai meri ye vafa
najro se diya tune na jane kya payam
najro se diya tune na jane kya payam
charo taraf ishk ka afsana ho gya
charo taraf ishk ka afsana ho gya
na jane kis tarah se liya tune mera naam
na jane kis tarah se liya tune mera naam
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
sab kahne lage mai tera diwana ho gya
Comments for lyrics of song "Sab Kehne Lage Main Tera Deewana"
Javed Shah Afridi on Tuesday, May 24, 2011 You Know I Love Anand Milind's Compositions They Were Truly The Heart And
Soul Of The Melodious 90's Era There Compositions Were Full Of Melody And
Brilliant Music. This Song Is One Of My Fav And You Know It... Udit's
Singing Is So Sweet And Soulful And Sadhana Also Did Her Job Very Well. The
Lyrics Of Sameer Are Superb And Anand Milind's Composition Is Amazing As
Usual. Thanks Bro For Uploading And Sharing This Beautiful Melody With Me...
tasha20yrs on Sunday, June 05, 2011 sab kehne laga main tera deewana wah wah... kya baat hai love jab
karishma aur akshay ki pictures aaye ke pedals jaase side se aate... love
the pedals... is tarah kiya ishara teri nighao ne. larke ishara bhi
samaj lehte hai, voh tho kam hai par yeh larka gana mein tho samaj lehta
hai.. love ke leaves aur snow gir rehe hai... gana ke saat match slow slow..
DonNeverGivesUp on Monday, May 23, 2011 @420punamshah punam ki bachi tumne bhi isse don keh diya, kitna mehnat kiya
tha maine yaar, apne channel ke look par , aur video's ke end par, phir bhi
tumne isse don maan liya, jao apun tumse katti ;p dost dost na raha, pyar
pyar na raha zindagi humein tera, aitbaar na raha ahahhahahahaha
QuettaKing on Thursday, May 26, 2011 kya song hai yaar kya shairi hai aur kya singing hai superb man superb
kahan se dhondta hai aise song mere pyar pyar phatichar don? aik baat tu
hai teri choice ka jawab is poore youtube per nahi hain kamal ki selection
hoti hai teri jeo mere shair jeo. laga reh ((( Azmeer )))
DonNeverGivesUp on Monday, May 23, 2011 one of my favourite song's, an great upload as alway's, aur acha hai ke ab
tu udit ke song's upload kar raha hai, kyun ke isse bahane apun bhi kuch
din ke liye underground chala jaayega ;p excellent upload 10/10