Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Saiyya Ji Ne Ghar Banwaya - सईयाँ जी ने घर बनवाया
saiya ji ne ghar banwaya saiya ji ne ghar banwaya
kaisa tang nigoda thik se andar bahar jane ko
rasta na choda ek taraf se mai aayi
ek taraf se mai aayi ek taraf se devar ji
darwajje me oye hoye darwaje me fas gaye dono
dhakkam dhakka hui gawa darwaje me fas gaye dono
dhakkam dhakka hui gawa darwaje me fas gaye dono
dhakkam dhakka hui gawa
darwaje ke nam pe rakhdi darwaje ke nam pe rakhdi
ik choti si khidki khidki darwaje ke nam pe rakhdi
ik choti si khidki aate jate thokar khau
aate jate thokar khau sas mujhe de jhidki jhidki
sas mujhe de jhidki sas mujhe de jhidki
sas sasur bhi jab bahar se aaye ghar ke andar ji
darwaje me oye hoye darwaje me fas gaye dono
dhum dhadaka hui gawa darwaje me fas gaye dono
dhum dhadaka hui gawa darwaje me fas gaye dono
dhum dhadaka hui gawa
ek subah ki bat suno ek subah ki bat suno
ek subah ki bat suno hum dono ko thi jaldi
is jaldi jaldi me mai bhi sath piya ke chal di
mujhko mandir jana tha mujhko mandir jana tha
unko jana tha daftar ji darwaje me haye haye
darwaje me fas gaye dono aankh matka hui gawa
darwaje me fas gaye dono aankh matka hui gawa
darwaje me fas gaye dono aankh matka hui gawa
soch ke jaane kya baabul ne bhej di meri doli
soch ke jaane kya baabul ne bhej di meri doli
is chote se aangan me kya khelu aankh micholi
ik din sapne me aaye rajender or jitender ji
darwajje me oye hoye darwajje me fas gye dono
mukkam mukka hui gawa darwajje me fas gye dono
mukkam mukka hui gawa darwajje me fas gye dono
dhakkam dhakka hui gawa