Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Suno Bhai Humne Pili Hai Thodi - सुनो भाई हमने पीली है थोड़ी
suno bhai hamne pili hai thodi
suno bhai hamne pili hai thodi
dunia ki bato ki parwah chodi
chand or taro se masti nichodi
bhai hamne pili hai thodi
bhai hamne pili hai thodi
rahte hai hum to azad gum se
rahte hai hum to azad gum se
dunia wale darte hai hum se
mana bure hai par dil to bada hai
garibo se hamne takdir jodi
suno bhai hamne pili hai thodi
suno bhai hamne pili hai thodi
gata hai gane dil ke ye baja
gata hai gane dil ke ye baja
apni hi dhun ke hum to hai raja
lakho tufa takraye hamse
jine ki aas na chodi
suno bhai hamne pili hai thodi
suno bhai hamne pili hai thodi
nile gagan se unche irade
nile gagan se unche irade
dunia usi ki jo dunia jhuka de
dil ke ishare pe chalte hai hum to
hamne gulami ki janjire chodi
suno bhai hamne pili hai thodi
suno bhai hamne pili hai thodi
dunia ki bato ki parwah chodi
chand or taro se masti nichodi
bhai hamne pili hai thodi
bhai hamne pili hai thodi
Comments for lyrics of song "Suno Bhai Humne Pili Hai Thodi"
Kalyan Iyer on Saturday, February 16, 2013 Talat sang "jaye toh jayen kahan" in Taxi Driver and "Hai subse madhur woh
geet" in Patita, picturised on Dev Anand. But to be honest, I adore Talat
in his moody melancholies like Berahem Aasman, Aa ja ke bulate hain, Sab
kuch luta ke hosh mein, Sunaoon kisko afsana ya begana etc.. the list is
endless (sigh!) . There is no other Talat. Period.