|
|
|
|
|
|
|
|
Thumb |
Song Heading |
Singer / Movie |
Music By / Lyricist |
Actor / Category |
|
Video of the song from youtube |
Advertisements |
|
|
Lyrics of Zulm Bhi Karte Hai Aur Kahate Hai Fariyad Na Kar - ज़ुल्म भी करते है और कहते है फरियाद ना करzulm bhi karte hai zulm bhi karte hai
or kahte hai fariyad na kar
ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar
ek bulbul pe sitam
mai hu tera meri ummid ko nasad na kar
meri ulfat ko samjh le meri ulfat ko samjh le
mujhe barbad na kar meri ulfat ko samjh le
kuch na pucho bade jalim hai jamane wale
dil kahi aankh kahi ja ke milane wale
dil kahi aankh kahi ja ke milane wale
ab koi yad bhi aaye to use yad na kar
ek bulbul pe sitam o mere sayyad na kar
ek bulbul pe sitam
sab to jalim nahi hote hai jamane wale
sab to jalim nahi hote hai jamane wale
ishk me jan bhi dete hai nibhane wale
ishk me jan bhi dete hai nibhane wale
haye re betat na kar
meri ulfat ko samjhle mujhe barbad na kar
meri ulfat ko samjh le
pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi
pyar sach hai to hame koi shikayat hi nahi
ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi
ye na samjho ke hame tumse mohabbt hi nahi
pyar se dil me sama pyar ki fariyad na kar
pyar se dil me sama
Meraa Ghar Mere Bachche |
Film cast: | Sohrab Modi, Sulochana, Sundesh, Subiraj, Kumar, Naaz, Daisy Irani, Nana Palsikar | Singer: | Asha Bhosle, Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur, Seeta Agarwal, Mukesh | Lyricist: | Hasrat Jaipuri | Music Director: | Sardar Malik | Film Director: | Sohrab Modi | External Links: | Meraa Ghar Mere Bachche at IMDB Meraa Ghar Mere Bachche at Wikipedia |
|
|
You may also like songs from these films on HindiGeetMala |
|
|
|
|
|