Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aankho Se Pee, Rut Mastani Ho Gayi - आँखों से पी, रुत मस्तानी हो गई
mehfil-e-husn sajao, to koi bat bane
daulat-e-ishq lutao, to koi bat bane
jaam o sagar se ganwara nahi peena mujhko
apni aankho se peelao to koi bat bane
aankho se pee
aankho se pee, rut mastani ho gayi
aankho se pee, rut mastani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
aankho se pee, rut mastani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
kuch unke bhi, alhadapan ki hai khata
kuch unke bhi, alhadapan ki hai khata
kuch unke bhi, alhadapan ki hai khata
thodi hamse bhi nadani ho gayi
thodi hamse bhi nadani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
waqt-e-sahar ye kaun chaman me aa gaya
waqt-e-sahar ye kaun chaman me aa gaya
waqt-e-sahar ye kaun chaman me aa gaya
sharm se shabnam pani pani ho gayi
sharm se shabnam pani pani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
dil ka aangan khushbu se mahka diya
dil ka aangan khushbu se mahka diya
dil ka aangan khushbu se mahka diya
yaad kisi ki raat ki rani ho gayi
yaad kisi ki raat ki rani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
wayiz ne saqi se kar li dosti
wayiz ne saqi se kar li dosti
wayiz ne saqi se kar li dosti
ye to badi dilchasp kahani ho gayi
ye to badi dilchasp kahani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
aankho se pee, rut mastani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
jaam se peena rasm purani ho gayi
Comments for lyrics of song "Aankho Se Pee, Rut Mastani Ho Gayi"
sheeshaTahir on Sunday, May 30, 2010 Haa,,,,,,,,,,,aankhon se pi rut mastani ho gai,,,, jaam se peena rasm purani ho gai,,,
kuch apnay bhi alar pann ki bhi hai khata,,,,thori ham se bhi nadani ho gai,,,jaam se peena rasm purani ho gai
pandrani1990 on Tuesday, February 16, 2010 ab to us sy milna aur bhe zaruri ho gaya "NsaR",
log kehty hain osky aankhoon main mera akas nazar aata hai.
Fayyaz Ahmed on Friday, March 12, 2010 wah wah wah , kia bat hay ji waqt e sahr yeah kon chaman mein a gya sharm
se shabnam pani pani ho gye
YLU1000 on Sunday, November 28, 2010 speechless ... wounderful ghazal and a perfect voice ... . . thnks anup
Sreeraj R.K. on Monday, September 27, 2010 dil khush kar diya... shukria janab badal39 sahab.