Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aansoo Bhari Hain Ye Jeevan Ki Raahen - आँसू भरी हैं ये जीवन की राहें
aansoo bhari hain yeh jeevan ki raahen
koi unse keh de hamein bhool jaayen
aansoo bhari hain
waade bhula de kasam tod de woh
haalat pe apni hamein chhod de woh
aise jahaan se kyon hum dil lagaayen
koi unse keh de
Comments for lyrics of song "Aansoo Bhari Hain Ye Jeevan Ki Raahen"
Saurabh Aatrey on Tuesday, September 06, 2011 ... sabhi bhashayen ek dusre se shabd grahan karti hain or hindi mein bhee
faarsi-arbi shabdo ko grahan kiye mugalon ke kale yug mein. yah bhee hindi
kee hee sundarta hai ki jaahilon or anpad barbar luteron kee bhashaaon ke
shabdo ko aatmsaat karke sundarta pradan kardi - kintu desh ke gaddaron ya
gandhiwaad soch ne ya nehru ityadi logo ne musalmaanon ko bante rakhne ke
liye isko alag bhasah ka darja de diya jabki yah koi bhee
SatyBhasahvidBataSaktaHaiKiUrduKoi BhashaNahinWaranHindiKeeHeeBoliHai
Saurabh Aatrey on Tuesday, September 06, 2011 @poissondelamer - 1 . He is a tech guru 2. Wah ek takniki guru hai 3. Wah
ek technology ka guru hai. in uprokt teeno waakyon kii bhashayen kya hain -
ye batao ? ab tu bologe pahala english hai or baaki dono hindi hai par fir
bhee teesre mein sandeh karoge. jis prakar pahle waaky mein english mein
hindi shabd ka upyoug hua hai or wo fir bhee english kahlaati hai usi
prakar mein hindi mein faarsi ya arbi shabd milane se wo bhee hindi hee
rahegi kyonki...
amirz001 on Sunday, December 20, 2009 aise jahan se hum kyun dil lagayen (why should I be interested in such a
world?) barbaatiyoon ki ajab dastaan hoon (I'm such a strange tale of
ramshackles,) shabnam bhi roye, main woh aasman hoon (even dew bemoans, I'm
such a dejected sky) tumhe ghar mubarak, humein apni aahein (Congrats on
your new home, where as I'm content with my sighs) koi unse kehte humein
bhool jaayen (someone just tell her to forget me)
amirz001 on Sunday, December 20, 2009 aanson bhari hai yeh jeevan ki raahen (Tears abound is my life) koi unse
kehte humein bhool jaayen (someone just tell her to forget me) waade
bhulate , kasam thood de woh (Can make you ignore oaths and break promises)
haalat pe apni, humein chood de woh (please leave me , such is my
condition) koi unse kehte humein bhool jaayen (someone just tell her to
forget me)
Shakeel Khan on Sunday, September 18, 2011 It is so sad to see how some narrow minded people have nothing to do better
in there life but waste this precise life cursing each other for a simple
beautiful song my hearts breaks to read all the ugly hatred here please
"STOP" it and love each other for the sake of the humanity...Peace be
with you all.