Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aashiq Ho To Aisa Ho - आशिक हो तो ऐसा हो
kasam hai yaar teri tere yaro ko maja aaya
ye tera jajbay-e dil tha ke dilbar khicha aaya
sabhi tapte rahe dil me kabhi jalte rahe bil me
jaha tak ta raha maasook baho me chala aaya
to matlab ye hua ke aashiq ho to, ke aashiq ho to aisa ho
ke aashiq ho to aisa ho ke aashiq ke aashiq ke aashiq
aashiq aashiq aashiq aashiq ho to aisa ho
ke aashiq ho to aisa ho ke aashiq ho to aisa ho
dil ko dildar mila pyar ko pyar mila
aankh se aankh mili tar se tar mila
ishq ko aaj koi nazbardar mila
har tawajo ke liye husn taiyar mila
husn mashur hai irane wafa dene ko
apna sab kuch kisi aashiq pe luta dene ko
ishq ik ghul se saja leta hai ghulshan apna
sirf ik phul se bhar leta hai daman apna
ke aashiq ho to ha ke dilbar ho to ke aashiq ho to aisa ho
ke dilbar ho ti aisi ho ke aashiq ke aashiq ke aashiq
aashiq aashiq aashiq aashiq ho to aisa ho
ke dilbar ke dilbar ke dilbar dilbar dilbar
ke dilbar ho to aisi ho
saamna isme har ik aan hai bedardon ka
ishq pesha hai meri jaan jawan mardon ka
ispe marte hain koi harf na aane paaye
haath se tamne mehboob na jaane paaye
ke aashiq ho to ke dilbar ho to
ke aashiq ho to aisa ho ke dilbar ho to aisi ho
jaise majnu jaise farhaad jaise mahiwaal raanjhe jaisa
hum to ye jaante hain yaar ke yaar hain hum
aazma humko kab bhi pyaar hi pyaar hain hum
jaan dene ke liye tujpe tyaar hain hum
hum koi ghair nahi tere gumkhaar hain hum
husn waale koi jaadu sa jaga dete hain
yaar do roz me yaaron ko bhula dete hain
baat jab kehte nasha ishq ka taare bhi rahen
husan se pyaar rahe yaaron se yaari bhi rahe
yaaron se yaari bhi rahe ke aashiq ho to aisa ho
ke dilbar ho to aisi ho