Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aaye Hai Badi Dur Se Mahfil Me Shama Chamki Parwane - आये है बड़ी दूर से महफ़िल में शमा चमकी परवाने
aa aa aa aaye hai badi dhur se
sarkar ke liye
kab se taras rahe the tere didar ke liye
bolo kis liye aaye ho
naraj na ho sarkar hum to isliye aaye hai
mahfil me shama chamki
parvane chale aaye ab to najar jhuka lo
ab to najar jhuka lo diwane chale aaye
mahfil me shama chamki
rangeen jamana hai mahfil pe jawani hai
jo tera fasana vo meri kahani hai
aankho se teri pine mastane chale aaye
aankho se teri pine mastane chale aaye
mahfil me shama chamki
jab dil me mohabbat ho to hota hai asar dil par
batka hua aashiq bhi batka hua aashiq bhi
aa jata hai manjil par aa jata hai manjil par
hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye
hum bhi to tere dil ko bahlane chale aaye
mahfil me shama chamki
har ek ada meri deti hai dua tumko
har ek ada meri deti hai dua tumko
ada meri ada har ek ada meri
ada aada meri ada meri
har ek aada meri deti hai dua tumko
meri bhi umar de de meri bhi umar de de
ye mera khuda tumko ye mera khuda tumko
hum bhi to tere hai jatlane chale aaye
hum bhi to tere hai jatlane chale aaye
ab najar jhuka lo
ab najar jhuka lo diwane chale aaye
mahfil me shama chamki parvane chale aaye
mahfil me samma chamkivparvane chale aaye
mahfil me samma chamki
Comments for lyrics of song "Aaye Hai Badi Dur Se Mahfil Me Shama Chamki Parwane"
Vivek Kshirsagar on Wednesday, April 10, 2013 thanks for uploading
i have been searching this song for last 10 years
classical song set to mujra and qawalli style
in all 3 octaves by moh. rafi and manna dey
vivekhk