Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Sridevi - sridevi_066.jpg
Sridevi

Saajan Ki Saheli
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Marne Ke Baad Hamari Yaad Me
4.28 - 18 votes
Rekha, Vinod Mehra
Video of the song from youtube Advertisements
Video(s) of this song are available at YouTube. However, as embedding of these videos is not available, you can't play these videos on our website.

You can visit these YouTube links for videos of the song:

https://www.youtube.com/watch?v=xA4Et0k99VY


Average Rating : 4.28
Total Vote(s) : 18
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Marne Ke Baad Hamari Yaad Me - मरने के बाद हमारी याद में

marne ke bad hamari yaad me aansu bahate hai
nawazish hai ye unki aaj wo
do gul chadate hai
mazare ishq to kaanto ke bhi
kabil nahi hota, allah
wo sar khole hamari
kabr pe diwana war aaye
are isi ko maut kahte hai to ya rab
bar bar aaye

ke aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
mujhse nasib achhe hai
mujhse nasib achhe hai
are mere mazar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai, aaye hai, are aaye hai, aaye hai
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke

ab to wo bhi ishq ke maare najar aane lage
are unki bhi nind ud gayi
tare najar aane lagi
are dil paresha, are aankh veera
ha ha julf barham, lab khamosh
ab to wo kuch aur bhi pyare najar aane lage
aake hamari kabar pe tune jo muskura diya
bijli chamak ke gir padi sara kafan jala diya
haye chain se so raha tha mai, allah
chain se so raha tha mai
odhe kafan mazar me
aur yaha bhi satane aa gaye
kisne pata bata diya
yaha bhi satane aa gaye
kisne pata bata diya
aaye hai, aaye hai, are aaye hai, aaye hai
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
mujhse nasib achhe hai
mujhse nasib achhe hai
mere mazar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke
aaye hai wo mazar pe ghunghat utaar ke

bijli kabhi giri, kabhi sayyad aa gaya
hamne to char din bhi na dekhe bahar ke
hamne to char din bhi na dekhe bahar ke
sayyad tere hukme rihai ka shukariya
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
hum to kafas me kaat chuke din bahar ke
are wada wo kar gaye the
suno mujhse sham ka
wada wo kar gaye the
suno mujhse sham ka
to kaise katenge char pahar intzar ke
to kaise katenge char pahar intzar ke
to kaise katenge char pahar intzar ke
kiya tha wada ke aayenge wo charag jale
tamam raat charago se dil ke daag jale
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, ha dekha tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada

ke haye, ke haye kaise kate umariya
aas hi aas me, biti jaye
hamre nayan darsh bin tarse
tum bin balam kachhu na suhaye
tori preet ke karan mose
ruthe apne paraye
sab ruthe, ek tum mat ruthiyo
tum ruthio to gazab ho jaye re
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, ha dekha tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada
ja dekha tera wada, haye re tera wada


lyrics of song Marne Ke Baad Hamari Yaad Me

Comments for lyrics of song "Marne Ke Baad Hamari Yaad Me"
rogoobeer on Thursday, April 09, 2009
wat up with the commerical >?



Film cast: Rajendra Kumar, Rekha, Vinod Mehra, Nutan, Suresh Oberoi, Paintal, Shammi Kapoor, Bhagwan, Anil Dhawan, Kalpana Iyer, Leela Mishra, Tun Tun, Chand Usmani
Singer: Asha Bhosle, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor, Suresh Wadkar, Usha Khanna
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Music Director: Usha Khanna
Film Director: Sawan Kumar Tak
Film Producer: Sawan Kumar Tak
External Links: Saajan Ki Saheli at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Pakeezah (1972)
Pakeezah (1972)
Tumsa Nahin Dekha (1957)
Tumsa Nahin Dekha (1957)
The Unforgettables (Jagjit Singh) (1976)
The Unforgettables (Jagjit Singh) (1976)
Dushman (1971)
Dushman (1971)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy