Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ab Ke Baras Bhi Wo Nahi Aye Bahar Me - अब के बरस भी वो नहीं आए बहार में
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
guzarega aur ek baras intzaar me
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
ye aag ishq ki hai bujhane se kya bujhe
dil tere bas me hai na mere ikhtiyar me
guzarega aur ek baras intzaar me
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
hai tute dil me teri mohabbat tera khyal
kuch rang hai bahar ujdi bahar me
guzarega aur ek baras intzaar me
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
aansu nahi hai aankh me lekin tere bagair
tufaan jhuke hue hai dil-e-beqarar me
guzarega aur ek baras intzaar me
ab ke baras bhi vo nahi aaye bahar me
Comments for lyrics of song "Ab Ke Baras Bhi Wo Nahi Aye Bahar Me"
Shamim Mirza on Tuesday, February 07, 2012 Chitra the wife and soulmate of Great Jagjeet Singh remains an outstanding
artist of her times rather our times. Her selection of the songs to singh
speak volumes of the litrary taste she and her husband had ulike the cheap
bollywood non-sense these days. Litrary composition of a song is that
matters in my view. Without the real literary sense the impact of a song is
never great. Sincerely Shamim A. Mirza of shamimmirza72@yahoo.com Attornet
at Law in Florida USA
Ali Zaidi on Saturday, September 08, 2012 well said shamim mirza