Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Aisa Main Shaitaan - ऐसा मैं सैतान
jaadu hai zubaan vas mein kar loon jaan
toh kaape aatma aisa main shaitan
tantar na mantar na koyi antar
mujhse hai balwan aisa main shaitan
kaali raaton ka kaala saya hoon
kaal mere vas mein kaali maya hoon
meri ichha se duniya chalti hai
mere vas mein kathputli ki jaan
aisa main shaitaan aisa main shaitaan
aisa aisa aisa aisa
mere jaisa koyi kabhi na hua hai
meri shaktiyon mein preton ki dua
na hi main mita tha na hi na hi main mitunga
mera toh muqaddar dekho maine hi likha
main shikari sab pe bhari
chhedoge jo tum jagega haiwan
sabke andar hi soya hai shaitan
kabze mein shaitaan na kar paya insaan
isliye insaan phir banta shaitaan
kaali raaton ka kaala saya hoon
kaal mere vas mein kaali maya hoon
tum khilaune ho tumse khelunga
khel khel mein pahuncha doon shamshan
aisa main shaitan aisa main shaitan
aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan
aisa aisa aisa aisa, aisa main shaitan