Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Allah Yeh Ada Kaisi Hai In Hasino Me - अल्लाह ये अदा कैसी है इन हसीनो में
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
roothe pal me na maane mahino me
roothe pal me na maane mahino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
aahein bhar bhar ke, ilteza karke
aahein bhar bhar ke, ilteza karke
humne dekha hai ye hai pathar ke
haan humne dekha hai ye hai pathar ke
jo manaao
jo manaao na maane mahino me
jo manaao na maane mahino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
chaahe bhi hum to inko
chaahe bhi hum to inko
zaalim kaha na jaaye
shikwa hai unse dil ko
shikwa hai unse dil ko
ki jinko dekhe se pyaar aaye, haai
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
chamak aankhon me hai sitaaron ki
chamak aankhon me hai sitaaron ki
chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki
chhaaon mukhde pe hai bahaaron ki
bas dil hi, bas dil hi
bas dil hi
bas dil hi nahin inke sino me
bas dil hi nahin inke sino me
allah, allah, ye ada
ye ada kaisi hai in hasino me, allah
o, o o
chaahat me cheez kya hai
chaahat me cheez kya hai
ye rang ye jawaani
un par lutaane waale
ho, un par lutaane waale
lutaaye baithe hain zindagaani, haai
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
chaahe raazi wo na rahein phir bhi
chaahe raazi wo na rahein phir bhi
saari mehfil me wo to hai phir bhi
haan saari mehfil me wo to hai phir bhi
khubsurat, haai
khubsurat hazaaro hasino me
khubsurat hazaaro hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
allah ye ada kaisi hai in hasino me
hasino me
roothe pal me na maane, na maane mahino me
mahino me
allah ye ada kaisi hai in hasino me
allah
Comments for lyrics of song "Allah Yeh Ada Kaisi Hai In Hasino Me"
Rohini Ankalikar on Sunday, August 21, 2011 is qualli me lata didi aur mumtaaj ji 2 dan 1 aawaaj hain jahaan sharp honi
chaahiye wahaan sahi maatra me sharpness jahaan MITHAAS wahaan bhi sahi
maatra me mithaas . MUBAARAK . me
Sandeep Bardhan on Sunday, August 11, 2013 45 saal pahle bani huyee eisi gana aab vi logo ki mukh me gun guate suna
jata hai. Aaaj kal ke gane me yeh ada kavi milne ki umid nehi hai. D N
Bardhan from Delhi.
nnilima1 on Saturday, July 31, 2010 delight to watch this song.mumtaz and here dancing is so cute... there is
no match to lataji's voice..great music .. thanks for posting.
Sanjeev Panandikar on Saturday, July 17, 2010 Wow, thanks a million for posting this video. Mumtaz is awesome, stunning
beauty. Lata sang this quawali so well.
EUTube on Sunday, August 04, 2013 No need Jazz, Raps... Indian music can also thrill. Wonderful work of L.P.
and Majrooh.