Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ang Se Ang Laga Le Sanso Me Hai Tufaan - अंग से अंग लगा ले साँसों में है तूफ़ान
ang se ang laga le sanso me hai tufan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
ang se ang laga le sanso me hai tufan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
ang se ang laga le sanso me hai tufan
prem tera ek bichua jeher chade ghabarau
prem tera ek bichua jeher chade ghabarau
ghayal hu mai teri nagan si balkhau
ghayal hu mai teri nagan si balkhau
prem ka rog nirala kaise tujhe samjhau
tere liye nirmohi dekh na mar jau
tere liye nirmohi dekh na mar jau
ang se ang laga le sanso me hai tufan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
ang se ang laga le sanso me hai tufan
prem sudha barsa de man ka kamal khil jaye
prem sudha barsa de man ka kamal khil jaye
mai hu janam ki pyasi pyas mori mit jaye
mai hu janam ki pyasi pyas mori mit jaye
paas jo tere aau tu bhi mohe tarsaye
jane fir aisi raina jiwan me kab aaye
jane fir aisi raina jiwan me kab aaye
ang se ang laga le sanso me hai tufan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
jalne lagi hai kaya jalne lagi hai jan
ang se ang laga le sanso me hai tufan
ang se ang laga le sanso me hai tufan
sanso me hai tufan sanso me hai tufan
Comments for lyrics of song "Ang Se Ang Laga Le Sanso Me Hai Tufaan"
ATS on Saturday, September 29, 2012 Before Mr. India there was Élan. Before 'Kate naheen katte'was 'ang se ang
milale'.
manwarmoghal on Sunday, August 11, 2013 wonder... it's not Asha... but Asha's genre by Lata... Shankar Jaikishan's
feat.
manwarmoghal on Thursday, December 20, 2012 one of the last good musical movies of Shankar Jaikishan
MyKaempfer on Tuesday, February 21, 2012 Great Shankar Jaikishan!!
raazeewe on Wednesday, January 05, 2011 great rare upload thanks for sharing