Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Ankhiyo Ke Nur - अंखियों के नूर
aankhiyo ke noor
pyar me tere saiya jiya majbur bol
mera kya kasur
meri aankhiyo ke noor
pyar me tere saiya jiya majbur
bol mera kya kasur
dil tod dena tha to
dil ko lubhaya kyo
tune mere soye huye
pyar ko jagaya kyo
dil tod dena tha to
dil ko lubhaya kyo
tune mere soye huye
pyar ko jagaya kyo
tu hi tha bharosha mera
tu hi tha gurur
bol mera kya kasur
meri aankhiyo ke noor
pyar me tere saiya jiya majbur
bol mera kya kasur
sab se chhipaye huye
dukh tere pyar ke
khoyi khoyi firti hu
mai apne kuhar ke
sab se chhipaye huye
dukh tere pyar ke
khoyi khoyi firti hu
mai apne kuhar ke
kuch to bata ja kahe
mujhse hai dur bol
mera kya kasur
meri aankhiyo ke noor
pyar me tere saiya jiya majbur
bol mera kya kasur
Comments for lyrics of song "Ankhiyo Ke Nur"
TheDeepakp on Friday, August 08, 2014 FILM: "BADE SARKAR" = 1957.
Film cast: Kishor Sahu, Kamini Kaushal, Sajjan Gope, Agha, K N Singh, Durga
Khote, Vijayalaxmi
Singer: Asha Bhosle, Geeta Dutt, Mohammed Rafi
Lyricist: Sahir Ludhianvi
Music Director: O.P. Nayyar
Film Director: Kishore Sahu
shahid aly on Thursday, December 25, 2014 wah ! asha ji . kya dhun ki samaj hai aap ki !!