Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Amrita Rao - amrita_rao_014.jpg
Amrita Rao

Waah Tera Kya Kehna
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
screen shot of song - Vaah Teraa Kyaa Kahanaa
4.00 - 2 votes
Govinda, Shammi Kapoor, Raveena Tandon, Preeti Jhingiani
Video of the song from youtube Advertisements

Average Rating : 4.00
Total Vote(s) : 2
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Vaah Teraa Kyaa Kahanaa - वाह तेरा क्या कहना

apne rukh se zara parda jo hataya hamne
aa chand sa chehra jo mehfil ko dikhaya hamne
kisi ki aankh jhuk gayi jhuk gayi
kisi ki sans ruk gayi ruk gayi
kahi chilman sarak gaya, kisi ka dil dhadak gaya
kahi chilman sarak gaya, kisi ka dil dhadak gaya
ham aa gaye mehfil me aayega ab maza
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
hota hai kya, hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
vaah tera kya kehna, arre vah tera kya kehna
vaah tera kya kehna, vaah vah tera kya kehna

ham to vo hai jo nazaro ka pata dete hai
chand suraj ka sitaro ka pata dete hai
zid pe aa jaaye to sholo ko bujha dete hai
ham to pani me bhi ik aag laga dete hai
aise aashiq ko
aise aashiq ko ham ungali pe nacha dete hai
ha nacha dete hai, ha nacha dete hai
sirf kehte hi nahi kar ke dikha dete hai
aa tumko is tarah mitaaye ke nishaani na mile
tumko aisi jagah maare jahan pani na mile
hamko maasum na samajho ki ham chalak bhi hai
jitne bhole hai utane hi khatarnak bhi hai
are ibtadaa-e-ishq hai rota hai kya, rota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
hota hai kya, hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
vah tera kya kehna, arre vaah tera kya kehna
vah tera kya kehna, vaah vaah tera kya kehna

aise vaise kaise kaise ho gaye
kaise kaise aise vaise ho gaye
mit gaye hamko zamane se mitane vaale
bujh gaye shama ke maanid bujhane vaale
khak me mil gaye khud khak banane vaale
qatl khud ho gaye talvar dikhane vaale
chamak sakte hai ye jugnu ujala kar nahi sakte
uda ke khak suraj ko ye andha kar nahi sakte, kaun hai
jo khud ko raah-e-vafa me mita nahi sakte
kabhi vo manzil-e-makasud pa nahi sakte
ye char roz ki talvar bandhane vaale
kabhi hamare mukabil me aa nahi sakte
kabhi bhi aa nahi sakte, haan ji haan aa nahi sakte
aagosh me bekhabar sota hai kya, sota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
hota hai kya, hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
khuda kare ke hasino ke baap mar jaaye
aur hamare vaste maidan saaf kar jaaye
vaah tera kya kehna, arre vaah tera kya kehna
vaah tera kya kehna, vaah vaah tera kya kehna

o jaan-e-man jaan-e-man jaan-e-man
jaan-e-man dekh aazmayi me, moch aa jayegi kalayi me
samane aa jaao jo dulhan banke
jaan de dege munh dikhayi me
jo achchhe hai unki kahani bhi achchhi
ladakpan bhi achchha javani bhi achchhi
tere tir ko kyun na dil me jagah de
tere tir ko kyun na dil me jagah de
nishana bhi achchha nishani bhi achchhi
tum apni chahato ko ek hasin mod do
logo pe tohmate tum lagana chhod do
hota vahi hai jo mazur-e-khuda hota hai
taqat ka aur gurur ka ab shisha tod do
ye shisha tod do, tum ye shisha tod do
allah miya ko sab pata hai socha hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
hota hai kya, hota hai kya, hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya
aage aage dekhiye hota hai kya


lyrics of song Vaah Teraa Kyaa Kahanaa

Comments for lyrics of song "Vaah Teraa Kyaa Kahanaa"
TibOu786 on Saturday, April 14, 2012
PLZ TELL ME WHERE CAN I FIND THIS SONG IN VIDEO (ONLY THE SONG NOT THE ALL
MOVIE PLZ) ? OR PLZ UPLOAD IT

thebollysongs2 on Saturday, April 14, 2012
I have no idea and if i had video of this song I would have uploaded it.
Sorry, I only have audio. Have you tried searching for this song in youtube?

TibOu786 on Sunday, April 15, 2012
Yeaaah i try it but found the full movie only =S NO PROBLEM! THANKS



Film cast: Govinda, Raveena Tandon, Preeti Jhangiani, Kader Khan, Shammi Kapoor, Mohnish Behl, Shakti Kapoor, Rana Jung Bahadur, Navneet Nishan, Supriya Karnik, Aashish Vidyarthi, Anil Dhawan, Anju Mahendroo, Rakesh Bedi, Raju Shrivastava, Tej Sapru, Razzak Khan, Viju Khote, Rajat Bedi
Singer: Sudesh Bhosle, Anuradha Sriram, Govinda, Shweta Pandit, Abhijeet, Udit Narayan, Alka Yagnik, Roop Kumar Rathod, Kavita Krishnamurthy
Lyricist: Sameer
Music Director: Jatin Pandit, Lalit Pandit
Film Director: Manoj Agarwal
Film Producer: Sibte Hasan Rizvi
External Links: Waah Tera Kya Kehna at IMDB    Waah Tera Kya Kehna at Wikipedia
Watch Full Movie: Waah Tera Kya Kehna at YouTube    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Khandan (1965)
Khandan (1965)
Karan Arjun (1995)
Karan Arjun (1995)
Noorie (1979)
Noorie (1979)
Kasme Vaade (1978)
Kasme Vaade (1978)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy