Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Apne Chehre Se (Sawaal) - Bhulkar Chehre Se (Jawaab) - सबको दिखलाती हो जो
sabko dikhlati ho jo
sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana
sabko dikhlati ho humko bhi wahi dikhlana
sabko dikhlati ho humko bhi wahi
apne chahre se hay
apne chehre se ye chilman to zara sarkana
apne chehre se ye chilman to zara sarkana
apne chehre se ye chilman to zara sarkana
bhulkar chehre se
bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana
bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana
bhulkar chehre se ghunghat na mera sarkana
hosh ud jayenge
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
ek muddat se ye hai meri jane man
chand se chehre ko dekhu main hatakar chilman
bhul kar rukh se mere tu na hatana chilman
warna badh jayegi teri kuch aur bhi uljhan
e meri jane nazar char to ka lene de
chand se chehre ka didaar to kar lene de
dil ki hasrat ko yun hi dil me daba rahne de
chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de
chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de
chand se chere ko ghunghat me chhupa rahne de
lab pe fir aisi tamnna na kabhi tum lana
hosh ud jayenge
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
husn sola hai mera tujhko jala dalega
kas ki tarhas diwana bana dalega
e meri jaan chaman sola badan aa jao
kab se deta hai sada tera sajan aa jao
khairiyat chaho agar meri nashihat mano
mujhse uljho na kabhi mujhse ladai thano
baat kya aisi hai mujhko badi ahirani
ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani
ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani
ek jhalak ke liye kaisi ye pareshani
main to aashiq hu tera
main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana
main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana
main to aashiq hu tera mujhse kya hai sarmana
chij wo achi hai to fir usko chupana kaisa
husn ko ishq ki nazro se bachana kaisa
laakh kar le tu jatan uth nahi sakta parda
rukhe rangeen se ab hat nahi sakta parda
apne aashiq se na kar is tarah aanakani
kahi nukshan na pahuncha de nadani
mujhse kya payega koi karke aanakani
mere aage nahi chalti kisi ki saitani
mere aage nahi chalti kisi ki saitani
mere aage nahi chalti kisi ki saitani
isliye bhul ke kabhi na mujhse takrana
hosh ud jayenge
e hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
hosh ud jayenge ho jayega tu diwana
mere jalwo ki tamnna jo koi karta hai
dekhkar jalwe ko bemaut wahi marta hai
mana ki husn mera wark hai chingari hai
soke didaar ka hum pe bhi junu taai hai
jal rahe husn ko tum dekh nahi paoge
waqt se pahle hi duniya se chale jaoge
sun ke ye baat tamnna pe bahaar aai hai
soke didaar ne fir dil me li angdaai hai
soke didaar ne fir dil me li angdaai hai
soke didaar ne fir dil me li angdaai hai
jane man dheere se
jane man dheere se pahlu me zara aa jana