Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Apne Khatir Jeena Hai - अपनी ख़ातिर जीना है
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
jinko jag ki chinta hai wo jag ka dukh jhelenge
ham sadko par nachenge phootpatho par khelenge
jinko jag ki chinta hai wo jag ka dukh jhelenge
ham sadko par nachenge phootpatho par khelenge
unko ahe bharne do jinko ahe bharna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
pyar ki bhiksha mangi to logo ne dutkar diya
akhir hamne dunia ko but ki nok se mar diya
pyar ki bhiksha mangi to logo ne dutkar diya
akhir hamne dunia ko but ki nok se mar diya
yuhi umar gujarna thi yuhi umar gujarna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
apne jaise befikare or nahi si basti me
dunia gum me dubi hai hum dube hai masti me
kya samjhe mere bhai apne jaise befikare
or nahi si basti me dunia gum me dubi hai
hum dube hai masti me
jina hai to jina hai marna hai to marna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
apni khatir jina hai apni khatir marna hai
hone do jo hota hai apne ko kya karna hai
Comments for lyrics of song "Apne Khatir Jeena Hai"
Sunil Bhatt on Tuesday, July 19, 2011 This song has ultimate "Kangali ka Jeevan darshan" . Another song of this category by Sahir Ludhianvi is "Chahey koi khus ho chahey galiyan hazaar de" from Taxi Driver.
I have posted lyrics of this song on my blog on Sahir, "sahir-ludhianvi.blogspot.com".
Any body interested my please visit. It can be searched through by typing lines of the song on SAERCH option at blog.
kandigee22 on Tuesday, June 08, 2010 @Waladdu thank you so much for that extra information, so good to hear how
this great film was received in another part of the world
Rajendra Kumar, Mala Sinha, Nanda, Ashok Kumar, Manmohan Krishan, Leela Chitnis, Nissar, Sushil Kumar, Man Mohan, Daisy Irani, Mehmood, Mohan Choti, R P Kapoor, Amir Bano, Jagdish Raaj, Uma Dutt, Ravikant, Narbada Shankar, Yasmeen Khan, Ramchandra, Nandini, Munni Bai
Singer:
Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor, Mohammed Rafi, Sudha Malhotra