Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Athani Jaha Amma, Rupaiya Hove Baap - अठन्नी जहाँ अम्मा रुपैयाँ होवे बाप
athanni jaha amma, rupiya hove baap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
athanni jaha amma, rupiya hove baap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
pani ya pawan ya chand ki chandaniya
paise se kharid ke dikhaye zara duniya
pani ya pawan ya chand ki chandaniya
paise se kharid ke dikhaye zara duniya
phir din rat kaisa paise ka ye jap
arey paise ka ye jap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
athanni jaha amma rupiya hove baap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
dhan ke firak me na chain paye man
bolo kis kam phir aayega ye dhan
dhan ke firak me na chain paye man
bolo kis kam phir aayega ye dhan
dhan hi dhan aisa bhi to hai sharap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
athanni jaha amma rupiya hove baap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
mili hai ye zindagi to jine ke liye
hansi hansi khane aur pine ke liye
mili hai ye zindagi to jine ke liye
hansi hansi khane aur pine ke liye
sab kuch to hote huye
rote kyu hai aap
aji rote kyu hai aap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
athanni jaha amma rupiya hove baap
aisi duniya me bhaiya jina bhi hai pap
jina hai pap
Comments for lyrics of song "Athani Jaha Amma, Rupaiya Hove Baap"
TheDeepakp on Wednesday, December 10, 2014 FILM: "NAYA AADMI" = 1956.
Film cast: N T Rama Rao, Anjali Devi, Anwar, Gope, Jamuna, Helen
Singer: Lata Mangeshkar, Mohd. Rafi, Hemant Kumar
Lyricist: Rajinder Krishan
Music Director: Madan Mohan, Vishwanathan-Murthy
Film Director: C P Dixit
Film Producer: M.Somasundaram