Enter Search Text




Popular Lists (Geetmala)
Raag Based Songsnew
Binaca Geetmala Topper
Binaca Geetmala Annual List
1953 1954 1955 1956
1957 1958 1959 1960
1961 1962 1963 1964
1965 1966 1967 1968
1969 1970 1971 1972
1973 1974 1975 1976
1977 1978 1979 1980
1981 1982 1983
Movie Summary
Blockbuster Movies
Blockbuster Movies 2
Blockbuster Movies 3
Lata - Madhubala
Lata - Nargis
Lata - Meena Kumari

Lata Mangeshkar
Mohd. Rafi
Kishore Kumar
Mukesh
Geeta Dutt
Talat Mahmood
Asha Bhosle
Manna Dey
Mahendra Kapoor
Kumar Sanu
Arijit Singh
Shreya Ghoshal

Sahir Ludhianvi
A Tribute to Manna Dey
Binaca Geetmala
Anarkali

Bollywood4u
Bollywood Gallerynew
Kishore Kumar - kishore_kumar_014.jpg
Kishore Kumar

Teen Chehere
Search Film
Browse Movie Titles (Alphabetically): 0-9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Yearwise: 2018 2017 2016 2015 2014 2013 2012 2011 2010s 2000s 1990s 1980s 1970s 1960s 1950s 1940s 1930s
Browse by Singer Name (Alphabetically): All A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z
Thumb Song Heading Singer / Movie Music By / Lyricist Actor / Category
thumb coming soon
1.00 - 1 votes
Video of the song from youtube Advertisements
Video of this song is not available at any authorized channel at YouTube right now or the channel is not allowing embedding on our website.

We will add as soon as the video of the song is available.

Average Rating : 1.00
Total Vote(s) : 1
Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.








Lyrics of Baato Baato Me Jo Baat - वो इस अंदाज से वादायें वफ़ा करते हैं

wo is andaz se vadaaye vafa karte hain
vafa unhi me hain sab log jafa karte hain
ham nadan hain itna bhi nahi samjhe abhi
husn wale bhi kabhi kiske huaa karte hain
aa aa baato baato me
baato baato me wo youn baat bana dete hain
baato baato me wo youn baat bana dete hain
khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain
baato baato me
baato baato me wo baat badha dete hain
baato baato me wo khud baat badha dete hain
fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain
baato baato me

pyar karte hain ye aashiq ko jalane ke liye
aa khub ye husn ka andaaz lagane ke liye
waar pe waar adaao ke kiya karte hain
chahne walo ko diwana banane ke liye
chahne walo ko
chahne walo ko diwana banane ke liye
kya baat hain, ek pal me hi
ek pal me hi jise chahe bhula dete hain
khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain
baato baato me

jalna sikha hain jalana nahi sikha hamne
teer khate hain khate hain
teer khate hian ham chalana nahi sikha hamne
dil jigar chahane walo se bada rakhte hain
dard-e-dil sabko batana nahi sikha hamne
ham nibhate hain
ham nibhate hain bhulana nahi sikha hamne
bevafai ka fasana nahi sikha hamne
aa bevafai ka fasana nahi sikha hamne
achcha, ham khushi se hi
ham khushi se hi har ek gam utha le te hain
fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain
baato baato me

bholepan se jamane ko fana karte hain
aa jakhm bhi dete hain rone ko mana karte hain
tadapta dekhta rahte hain ye divane ko
to bhi masoom aur anjaan bana karte hain
to bhi masoom aur anjaan bana karte hain
o ho, jahar deke bhi
jahar deke bhi to kahte hain dawa dete hain
khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain
baato baato me

unko malum nahi dard mohabbat kya hain
gam nahi milta hain
gam nahi milta hain to pyar kya ulfat kya hain
ham kah sakte hain tufaan utha sakte hain
par samjhte hain ki kahne ki jarurat kya hain
kaun janega
kaun janega ki khamoshi me shikayat kya hain
kisi majbur aur lachar ki kimat kya hain
aa kisi majbur aur lachar ki kimat kya hain
o ho, ham to mitate hain
ham to mitate hain magar duaa dete hain
fir bhi hamko hi gunehgaar bata dete hain
baato baato me
baato baato me wo bana dete hain
baato baato me wo youn baat bana dete hain
khud to qaatil hain wo auro ko saja dete hain
baato baato me


lyrics of song Baato Baato Me Jo Baat



Film cast: Sujit Kumar, Anjana, Jay Shree T, Raviraj, Meena T, Leela Patel, Mohan Choti, Birbal
Singer: Madhu Chandra, Chetan, Krishna Kalle, Mohammed Rafi, Usha Mangeshkar, Varsha Bhosle
Lyricist: Bhardwaj, Mohsin Nawab, Sajan Dehlvi, Upendra, Kulwant Jani
Music Director: Shyamji Ghanshyamji
Film Director: Y N Kapoor
Film Producer: Deepak Kapoor, S A Patel
External Links: Teen Chehere at IMDB    

You may also like songs from these films on HindiGeetMala
Ayee Milan Ki Bela (1964)
Ayee Milan Ki Bela (1964)
Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Ek Musafir Ek Hasina (1962)
Aankhen (1993)
Aankhen (1993)
Bidaai (1974)
Bidaai (1974)
FAQ / Help | Disclaimer | Privacy Policy