Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Bada Nahi Insan Bada Nahi Bhagwan
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
navak dekh aapni gaadi pe,
hasta gaadi vaan,
gaadi ko jab navak dekha,
cheek pada nadan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
mehel ki rani bani bhikaran,
mili dhul mein shaan,
vaok bani jeevan ki gaadi,
bail bana insaan,
bail bana insaan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,
jo dete hain ek hath pe,
so hatho ko dhaan,
samaye pade par unhe mile n ek maan ka paan,
ek maan ka paan,
suno re bhai samaye bada balwan,
bada nahi insaan, bada nahi bhagwan,
asaman dharti se kahta ' samaye bada balwan,
sunno re bhai samaye bada balwan,