Please rate this song between 1 star and 5 stars (5 stars being the best). Just move your mouse on the stars above and click as per your rating. Your rating will really help us to improve our website.
Lyrics of Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne - बैठे बैठे दूर से लगे हो दिल थामने
baithe baithe dur se lage ho dil thamne
baithe baithe dur se lage ho dil thamne
chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne
chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne
khade khade dur hi se kisi ne na pyar kiya
kahu kya hazur hi pe dil maine war diya
kahu kya hazur hi pe dil maine war diya
luta mujhe aapki nigaho ke salam ne
luta mujhe aapki nigaho ke salam ne
chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne
jise ho khayal tera use kya karar hoga
milo ya na milo saiya mujhe intzar hoga
milo ya na milo saiya mujhe intzar hoga
mujhe to tabah kiya tere pyare naam ne
mujhe to tabah kiya tere pyare naam ne
chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne
kaisi kilar hai wo mujhe hosh me to lao
nazar kyu chura rahe ho zara samne to aao
nazar kyu chura rahe ho zara samne to aao
palko ki aad se chale ho mujhe thamne
palko ki aad se chale ho mujhe thamne
baithe baithe dur se lage ho dil thamne
chhupte bhi nahi aur aate bhi nahi samne
Comments for lyrics of song "Baithe Baithe Dur Se Lage Ho Dil Thamne"
Bharat Gul on Saturday, March 09, 2013 Whenever I hear this kind of early Asha Bhonsle song, I am reminded of the
cooing of a lively and smiling baby; it sounds that close to that
life-affirming purity, innocence and sweetness. Thanks, Ajay.
Geeta Bali, Padmini, Shammi Kapoor, Ragini, Johny Walker, Tun Tun, Shobha Khote, Kamal Kapoor, S N Banerjee, Mumtaz Begum, Murad, Ramesh Thakur, Amrit Rana, Abdul